Mallika - M..maine yeh toh kabhi sapne mai bhi nhi socha tha, aur aap yeh kya kya bol rahe ho muze kuch smjh nhi aara (with tears)
(Someone was hearing the conversation of sumellika from behind)
Sumedh - Dekho tum na, mere samne toh yeh acting mat hi karo, aur yeh crocodile tears toh bilkul nhi
Mallika - (wipe tears) Aap muzse bade ho isliye mai aapse respect se baat kr rahi hu, iska matlab yeh nhi hai pr ki aap meri izzat par hath dalo
Sumedh - Ohh toh tum aagyi apne asli roop mai...(cuts)
Shrisha - Bas karoo bhaiyaa...(from behind)
Sumedh - (turns) Now, don't take her side, I'm warning you
Shrisha - I don't care but
Sumedh - (glares at her)
Shrisha - (ignores)
Mallika - Shrii..., tune muze sab kuch btaa diya tha 6 saal mai par tune aunty ki yeh allergy ke bare mai kyu nhi bataya muze?? (with tears)
Sumedh - Ohh, toh tum ab mahan banee ki koshish kar rahi ho, tumhe agar shri btaa bhi deti na ki allergy hai tabhi bhi tum jaanbuzkar yahi karti, I know
Mallika - (one drop of tear fall on her cheeks, then she slightly wipes nd that notices by shrisha)
Shrisha - Bass, bohot hogya mikku tu kuch kh kyu nhi rahi hai?? Dar mat mai hu tere sath, meri mikku muze kahti hai ki chahe kuch bhi ho jaye sach ka sath nhi chod na, toh kya Aaj mikku sach ka sath chod dengi??
Mallika - (nodded into no)
Shrisha - (smiles) Dekh mikku, chahe aage wala insaan kitna bhi bada kyu na ho, ya phir uski post IAS officer bhi kyu na ho,(looks at sumedh) tabhi bhi piche nhi hatana
Mallika - (looks at sumedh) Mai nhi janti thi ki aap aise bhi ho sakte hai, you know what jab maine aapki aankho mai aapke maa ke liye aansu dekhe aur khas karke Jo pyar dekha usse toh muze aisa laga ki aap bohot acche ho jitna ki maine socha tha, but aapki aaj ki yeh harkat dekh kar aisa lag raha hai ki mai hi galat thi jo ki aisa soch rahi thi, wo insaan kaise acha ho sakta hai?, jo bina jane kisi par bhi kuch ilzam laga de usse character less kahde (with tears nd anger)
Sumedh - Tum koi nhi hoti, mere bare mai aise sochne wali samjhi
Shrisha - Huhh!!
Sumedh - What??
Shrisha - Soch rahi hu ki yeh aap hi hai, yaa koi aur kyu ki mera Bhai Aisa toh ho hi nhi sakta
Sumedh - What do you mean?? Mai galat hu aur yeh tumhari so - called bestfriend sahi hai
Shrisha - Haan, hai woh sahi aur iss baar aap galat hai
Sumedh - Tu meri behen pehle hai aur iski friend badme tuze mera sath dena chahiye, na ki iska kam se kam maa ke liye, tuze maa ki chinta nahi??
Shrisha - Muze maa ki chinta nhi aisa nhi hai, par agar maa bhi yeh sab dekhti na toh woh bhi yahi kahti ki yeh mera beta hai, sach mai??
Sumedh - Shrishaaa..(in louder voice)
Shrisha - Kyaa?? Sach hi toh kah rahi hu mai aaj muze yeh lagg raha hai jo insaan sach kya hai yahi dekh nhi pa raha hai woh insaan kya apne district ke kaam sambhal payega (in louder voice)
Sumedh nd mallika - Shrishaa...(in louder voice)
Mallika - Yeh kya tarika hai shri?? Apne bhai se baat karne ka
Shrisha - Mikku, please!! (come towards her nd cupped her face) Dekh mikku, mai sab sah sakti hu par apne khas logo ki insult kabhi nhi sah sakti fir wo chahe mera ghar ka koi member bhi kyu na kar raha ho, tu bholi hai isliye tera iss bhole pan ka adventage uthate hai sab, kyu nhi deti tu aise logo ko jawaab, bol??
Mallika - Kaise bolu?? Mai yaha aayi toh thi tuze dekhne par mai rahi toh tere hi ghar mai na aur tu kh rahi hai ki tere ghar ke logo ki hi mai...(stops) Nhi, shrii...mai yeh nhi kar sakti
Shrisha - Par...(cuts)
Mallika - Nhi...kar sakti mai aur nhi tu kuch aisa karengi tuze meri kasam
Shrisha - Kyu?? Kar rahi hai tu yeh sab??
Mallika - Dekh...(cuts)
Sumedh - Can you both stop your emotional drama?? (irritation)
Shrisha - Bh.....(stops nd looked at mallika)
Mallika - Nhi... please
Shrisha - Hmm!!
.
.
.
.
Radhe Radhe ✨
Please do vote and comment 🙏
YOU ARE READING
𝑨𝒍𝒘𝒂𝒚𝒔 𝑳𝒐𝒗𝒆 𝑾𝒊𝒏𝒔 💖 (Editing)
RomantikThis is a love story between two pure souls, that unknown from love. Hope you will like the story Read and enjoy ❤️✨