Abhimanyu left to search akshu
A: bhabhi ruh ka khayal rakhiye
Shefali nodded
He left
Goenka left for aarohi farewell
Surekha: yeh accident akshu ke vajah se huya hain
Usne hi gaadi drive ki thi
Manish: aaj se us ladki ka humse koi rishta nahi
Swarna Mimi just silently cried
Kairav: aapse aur umeed bhi kya kar sakte Hain mr manish goenka
M: kairav
K: chilaya mat kaash mere mumma papa ke jagah aap log mar jaate us accident family ke naam par dhabha hain aap log
K: aur aap surekha Akhilesh goenka
Aap toh hain girgit jidhar dekhti hain ki sikka uski taraf hain aap udhar hi convert ho jaati Hain
Aaj bhi swarna goenka aur Suhasini goenka chup rahegi jaise 20 pehle chup thi sirat aunty ke death ke time
S: kairav vo tumhari maa thi
K: nahi meri sirf ek maa thi mrs naira kartik goenka no one else
Aur aap bhi mat bhule aap bhi papa ki apni maa nahi hain aap bhi sauteli hi
Manish just slapped him
K: kariye aapko sirf yahi karna aata hain sirf agar aap sirat aunty ke death ke time akshu aaru ko samjhaya hota toh unka bachpan itna complicated nahi hota main un dono mein bata nahi hota un dono mein nafrat aap goenka ke vajah se badhi hain
Us time bhi aarohi jidi thi toh zid mein aakar sirat ke piche chali gayi
Akshu bachpan se uski Jaan thi toh vo bachi bhi apni aaru ke care mein gayi vaha par unhoni ho gayi toh usme akshu ki galti
12 saal se vo bachi apni behan ke nafrat sahi aaye bade so called goenka
Papa ne bilkul sahi faisla liya tha mumma ko lekar alag rehne ka alag rehte sukoon se rehte aap logo ke chakkar mein mere mumma papa ne kitna suffer Kiya us din aap sab mar jaate toh acha rehta par Gaya kon meri mumma aapke aur apke bete ke beech problems thi dadi ka sach papa se aapna chupaya tha suffering kisko mili meri mumma ko kirti bua ki shaadi jaldbaazi mein aapne us aaditya se karayi blame kon huyi meri mumma aapko mere mumma papa ki understanding raas nahi aayi toh differences create kar Diya aapse aapka drug addict beta nahi sambhala toh shubham chachu ko mumma ne maara hain kyu swarna goenka kyu meri mumma ke blood clot ki zimmedar aaplog mere fatherless bachpan zimmedar aap aapka buisness doob Raha tha meri mumma ne help toh so called maa ne papa ke Kan bharne shuru kar diye
Jab hum phir mile toh aapke hi Ghar ke bete criminals nikle drugs use karna molestation luv kush chachu kyu mrs surekha goenka apne beto ko nahi samjhaya gaya mere papa ko chodkar goenka khandaan ke saare chirag khokle hain
Kairav is enraged
His aaru died his akshu is missing how he gonna answer his parents
Manish is just numb
So many hate in kairav mind
This is called failed parenting
Aur aap manjuri birla
Aap logo ke karm ke kaaran aapke bache is duniya se alvida keh rahe Hain
Gaur kariyega mrs swarna manjari
Aur mrs mahima
Aapki family ki history toh kya hi bataye
Today kaira tadpole and little cub is on fire
K: aur Haan koi meri aaru ko haath nahi lagayga
K: muskan ruhi aur abhir ko lo aur chalo
M: bache kahi nahi jayenge
K: himmat hain toh rok ke dikhaye
K: main is ghar ko shrap deta yeh Ghar kabhi nahi phalega
Mimi passes out
K: kyuki is ghar ke bacho ko is ghar ke badon ne barbaad kar diya
M: ruhi abhir beta idhar aao buami ke paas aao
Both go and hug their buami
R: buami meri matashree chali gayi buami mere papa ke tarah vo bhi star ban gayi
M: nahi bache abhi aapke pass mamu hain bumi hai poppy hain maasi hain ok don't cry
Shefali too shifted to us with mahima and Aanand
Precap: finding akshu and goenka khandaan khun ke aanshu