marriage

257 37 6
                                    

Next day..

Whole day drikshit busy in work..


In evening...

Rakshit:- mujhe tumse baat karni he Drishti..

Drishti:- mujhe bhi..

Rakshit:- okk then let's go..

In cafe..

Rakshit:- to kya socha tumne..

Drishti:- aap kya chahte he.. me janti hu meri presence aapko uncomfortable karti he..

Rakshit:- nai.. aisa nai he.. but  bacche bahut khush rehte he tumhare saath.. kya tum dono baccho ki responsbility lena chahti ho.. tumhare bhi koi sapne hoge khushi hogi.. me our mere bacche tumhari khushi k bich me nai aana chahte..

Drishti:- nai aisa nai he.... me bhi baccho k saath bahut khush rehti hu so... meri dii k bacche he.. to mere bhi hue.. masi maa hu me unki..

Rakshit:- kya zindagi bhar chal paogi mere saath?

Drishti:- haa.. aapka our baccho ka saath hamesha dungi me.. kyoki is time unki khushi imp he na ki hamari.. but kya aap khush reh payenge mere saath.. i mean.

Rakshit:- haa..

Drishti smile..

Rakshit:- thanks tum itna sochti ho hamare baccho k liye..

Drishti:- hum maa our dad he to sochna thik bhi he..

Drikshit smile to see each other...

Rakshit:- thanks for your yess..

Drishti:- thanks for your support...

Rakshit smile..

Rakshit:- vaise tum bahut silent ho gayi ho college me to kitni masti karti thi.. ek dum dhamaal queen..

Drishti:- me abhi bhi vaisi hi hu..

Rakshit:- lagta to nai he..

Rakshit laugh..

Drishti:- aap to bade kanjus dad ho coffee tak order nai ki..

Rakshit laugh..

Rakshit:- mujhe pata he  mere baccho ki maa ko bhukh bahut lagti he so coffee k saath breakfast bhi aa gaya lo khao..

Drishti:- aap bhi khao na..

Rakshit:- nai nai.. tumhe kam pad jayega..

Drishti glare him.. and both laugh..

Rakshit:- drishti tum our bacche khush rahoge to mujhe bhi khushi hogi..

Drishti:- hum khush he.. aap tension mat lo..

Rakshit"- me college me bhi tumhara dost tha.. aaj bhi hu.. so koi awkwardness mat rakhna..

Drishti:- okk..

Kids are happy that drishti will be their mom from now.. there were dancing with rakshit and mahima...




1 week later..

Drikshit did simple marriage in temple.. and whole family happy to see them..

Sarthak:- Rakshit beta.. meri ek our beti tumhe de raha hu uska khayal rakhna..

Rakshit:- aap tendion mat lijiye dad.. me care karunga..

Vidya:- drishti me abhi bhi thoda bachpana he..

Rakshit:- i know..

Drishti shook her head in anger..

They hug drishti and all became imotinal... drikshit came back to home with kids... mahima welcome them..


jazbaat✔Where stories live. Discover now