Pyar hai ya ni

331 37 24
                                    

Hi guys sorry for late update. Actually mujhy smajh hi ni a Raha hai KY kia likho story ku KY mujhy story jaldi end karni hai but ya ni smajh a Raha hai Kesy karo. anyway let's start





Dono thana jaty hain or sabko dekhty hain Jo apni hi bketi Mai lagy huy thy. Both nodded in disbelief and Karishma shout

Ks: kia ho Raha hai ya sab kabhi to Kam kar Liya karo ap log 😠

Sab dar jaty hain or haseena bhi dar jati par wo usko pta tha KY Karishma abhi bhi morning waly incident ko ly kar gussa hai to wo Kuch ni bolti hai.

All: jai hind madam sir Karishma madam.

Karishma ja kar apny desk par beth jati hai or haseena sab ko Kam karny bol kar Chali jati hai. Esy hi time nikal Raha tha thana Mai sab chup chap Kam kar rahy thy ku KY Karishma bhut gussa thi. Or haseena sab dekh Rahi thi. Haseena bat karny ka try kar rahi thi par Karishma koi na koi Bahana bna kar Chali jati thi.

In cabin

Hm in mind:ya kia ho Raha hai wo sab par gussa kar rahi hain hum Sy bhi bat ni kar rahi hai kia unko itna bura lga humara unky kareeb Jana kia wo Pyar ni Karti humsy. Agar Karti hoti to unko itna bura na lagta hum hi pagal hain kia kia soch rahy thy. Par hum aik last try karty hain kia pta Jo hum soch rahy hain wo Sach na ho . Hn hum bat karty hain unsy. Sham ko Ghar par bat karty hain dekhty hain kia bolti hain wo.





Sorry for short part. Can you guys help me mujhy Kuch idea dy do agy KY Liya. Kuch options hain mery pass

1: haseena Karishma ko khud perpose kary.

2: Karishma haseena ko kary perpose

3: ya haseena Karishma ko jealous Karwa kar Karishma Sy confess Karwa ly

Ap log plz btana KY konsa option best hai taky us hisab Sy story write karo

Phely do option agar bolo gy to wo simple hi write karo gi agar third bolo gy to wo Thora lamba or acha bhi ho sakta hai ab ap log decide karo or ho saky to idea bhi Dena.

By by

Kareena love story Where stories live. Discover now