Hi gais hope you like today's chapter 🥰
Hoshiarchand pov
Sharma uncle - toh yn ki shadi ka toh hogaya abhi Neha
Hoshiarchand - ha uska bhi 1 saal baad ho jayega
Sharma uncle - ha ji waise aap badi dayalu ho
Hoshiarchand - kyu
Sharma uncle - woh aap se Amir na hoti huye bhi ye sab
Hoshiarchand - kon??
Sharama uncle - arey javin
Hoshiarchand - matlab mhuje nahi shamja
Sharma uncle - arey woh ladka na eik number ka Gunda hai . Jabse uske maa baap maar gaye tabse gundagardi karta hai . Ye sab uske baap ke property hai. Lagta hai apne ghar dekh kar rista pakka kar diya
( Author - ha ha ). Uske papa ke company hai bhaut bade par usne usko dekha nahi woh company loss mai chale gaye Mishra ji ( javin ke papa) marne se . Haam sabne usko bola tha tum apne papa ke company sambalo but woh mana hi nahi . Woh abhi kuch kaam nahi karta. Ha par merko kal shamja I mean merko kaal news lagi ki woh abhi eik company mai jata hai as a employee kaam karne .Hoshiarchand - kya woh aisa hai
Sharama uncle - ha apko pata nahi tha kya . Arey woh toh ciggerate bhi Peta hai.
Hoshiarchand -😮
Phir hoshiarchand gusse mai jata hai
Hall
Sabhi yn family aur javin family sofe par bethe haiHoshiarchand - ye shadi nahi hoge
Neha - kya
Hoshiarchand - sunai nahi deta ye shadi nahi hoge !!!!
Yn- papa par-
Hoshiarchand - YE SHADDI NAHI HOGI !!!
Geeta - beta hua kya hai par
Hoshiarchand javin ke collar pakad ta hai .
Hoshiarchand - teri himmat kaise hua merko fasane ki .
Javin- lagta hai apko pata chal gaya mai abhi apko wahi batane wala tha par aap nahi -
Hoshiarchand - chup
Javin- par meri baat toh suno.
Hoshiarchand - CHUP
Naman - arey hua kya hai koye bataye ga
Hoshiarchand - ye javin ne yn ko aur humko fasaya hai.
Naman- kaise ??
Hoshiarchand - *tells everything*
Yn ke akhon se aasu nikal rahi thi.
YOU ARE READING
bade baap ke beti ( Completed )
Fanfictionhehehe 😁 I know todha ajeeb naam hai story ka but merko suitable naam nahi Mela so ye rakh liya. about story yn - heroine bade baap ke beti javin- hero gully ka Gunda I mean rowdy baki Janna hai toh story read karlo. ( romantic , action aur comdey...