Hii Dear Readers
I am Back after so long. I know you all been waiting for chapter I hope you all like it.
Let's get in!
~*~
Gokuldham Society
Author POV
Tapu Sena members one by one gathered in compound. Ready to go college but was waiting for Sonu.
Goli - Guys yeh Sonu kaha reh gai? Late ho raha hai. Waise bhi Aaj to 2 extra lectures hai aur mere half time ke samoso ki kurbani ka din.
Pinku - Kya? Kya bol Raha hai?
Goli - Are yaar Aaj ke extra lectures ki wajah se pura schedule bigad gaya to phir samoso ki kurbani to Hui na.
Gogi - Ha Bhai yeh to sabse badi kurbani hai goli ke liye.
He said laughingly while hi-fi with Pinku.
Pinku - Are yaar par reh kaha gayi yeh Sonu? Chal usee bulate hai.
" Sonu, Sonu, Sonu " they start to call her.
Bhide - Ae Goya Kya Hua Aese Chilla kyu rahe ho?
Goli - Woh Sonu ko bula rahe hai. College Jane ke liye late ho raha. Kaha hai woh?
Bhide - Aa Rahi hai woh. Itni ghay kyu kar rahe woh. Aa Rahi hai. Chalo tab tak mein jo suvichar likhata hu woh padho.
" परिवार से बड़ा कोई धन नहीं, पिता से बड़ा कोई सलाहकार नहीं, माँ की छाँव से बड़ी कोई दुनिया नहीं, भाई से अच्छा कोई भागीदार नहीं, बहन से बड़ा कोई शुभ चिंतक नहीं, इसलिए "परिवार" से बड़ा कोई जीवन नहीं। "
Sodhi - Wah Wah bhidu kya suvichar likha hai. Maza Aa gaya.
Bhide - Thank You! Thank You Sodhi.
One By One All The Members Of Society started to come in society compound and they all wishes eachother Good morning!
Tarak - waise baccho kuch pata chala? Tappu kab aane wala hai? Kisi ki baat Hui?
Goli - Nahi Uncle, meine subah ko usse call Kiya tha par usne uthaya nahi to pata nahi kab aane wala hai.
Tarak - Waise kafi time ho gaya hai na! Tappu Bina toh society society nahi lagti. Sachme bohot Miss kar raha hu mein to usse. aur to aur Gada pariwar ka to socho kitna yaad karte honge woh log.
Sonu - Ha Na Usse Mei.. matlab hum sare friends bohot Miss kar rahe.
Sodhi - koi ni baccho tappu putr jaldi aa jayega tum log collage jao abhi. Bohot late ho Gaya waise bhi.
Tarak - Are ha Bhai aur rahi baat tappu kab aa raha woh hum jethalal se puch lenge tum log collage jao. Aur hum log bhi kaam par nikalte hai.
When everyone was about leave for work a car honk startled them and bhide start to say that you can't honk in society compound. The Gada Family Came in Balcony hearing chaos from compound. The driver continuously honked And all the society started to move towards car when it fastly dashed in society.
(Couldn't upload the GIF)Everyone ran around to find safe place to stand. Suddenly a box fell from car and car left the compound, Leaving box there.
Bhide - Deva maja kon tha yeh aur aese car ka chakkar mar ke chala gaya. Yeh society ka compound hai koi Khali maidan nahi ki aaya aur chala Gaya.
Iyer - Aatmaram usse chodo woh Jo box fek ke Gaya woh dekho. Pakka isme kuch gadbad hai. Warna koi itna bada box fek ke kyu jata.
Komal - Kahi isme bomb toh nahi.
Everyone shout in fear.
Madhavi - komal bhabhi kya bol Rahi hai aap?
Babita - I think komal bhabhi is right! You know what hame police ko call karna chahiye.
Roshan - hay hay bomb, jaldi jaldi koi police ko phone warna yeh bomb fut jayega.
Tarak - kya komal bhabhi bomb hoga. Aur kya aap log bhi agar bomb hota to box fekte hi fut nahi jata bomb. Mere khyal se isme kuch aur hi hai.
Jethalal - Aur kya ho sakta hai?
Popat - kahi ger kanuni saman toh nahi. Are Bhai Aaj kal aese case bohot chal rahe koi bhi aake society, office me aese koi box ya bag rakh ke chale jaate hai aur jaaz karne par usme ger kanuni saman milta hai. Hume risk nahi Lena chahiye bhide Bhai tu police ko phone warna hum sab fas jayenge.
Bhide - Deva, Nahi nahi Bhai koi risk Lena hi hai. Mein Abhi karta hu.
" Ruko, phone andar rakh do. Yeh box meri taraf se hai gokuldham society walo ke liye hai. Khabardar Jo kisi ne police ko phone Kiya to. Accha nahi hoga. "
Bhide - ahh , Aa kon bola? (Fearfully) Dekho tum jo koi bhi ho hum tumse nahi darte. Mein abhi police ko phone karta hu yeh jo koi bhi haina apne aap samne a jayega.
" Pyaar se Bol Raha hu samaj jao. Agar kisi ne bhi police ko bulaya to sabke liye accha nahi hoga. "
Sodhi - Aehh Tu humko dhamkata hai. Teri toh, Tu ek baar mere hathe chadh ja tenu to mein chadanga nahi.
Roshan - Ae chakram shant Thai ja. Uske pass kuch hathiyar hua to?!
Popat - Are to hum kya darte hai. Jo koi bhi ho dekh lenge. (Trying to show his bravery)
" Accha Toh Lagta Hai Ab Mujhe Aana Hi Padega. "
Jethalal - Aana hi padega bolke yeh to gayab hee ho gaya! Kaha ho bhai?
" Aapke Piche "
Iyer - Piche kaha? A wing mein?
They all turn toward A Wing but find no one there.
Anjali - Are yaha to koi nahi hai. Kaha hai aap bhaisahab?
" Are waha kaha Ghum Gaye Aap log mein yaha hu. Clubhouse ke pass. "
They turn towards clubhouse, still don't find anyone 😕
Dadaji - Are yeh kya majak laga rakha hai kaha ho tum?
" Yaha hu mein. "
They all hear voice coming from entrance. They all turn and find...
" Tappu " All say together 😊❤️
Crackers start Firing and Tappu Come with swag walking, And Dance In front everyone And At the end he goes towards his Family.
(Think only one boy is there and Tappu is one in the right 🤓)
~*~
Done!! That's it For Chapter.
Hope you like Chapter. Do tell How was it.
Do Vote, Comments and Share
Love
Viha❤️
YOU ARE READING
ꜱᴡᴇᴇᴛ ♡ ᴄʀᴇᴀᴛᴜʀᴇ
Fanfiction" ѕ н є ι ѕ м у ѕ α ƒ є н є α ν є η " " н є ι ѕ м у м ι я α ¢ ℓ є " " ѕ н є ι ѕ м у ƒ α ℓ ℓ є η α η g є ℓ " " н є ι ѕ в я ι g н т є ѕ т ѕ т α я σ ƒ м у υ η ι ν є я ѕ є " ᗩᑎᗪ ᗯE ᗩᖇE Gᒪᗩᗪ TᕼᗩT ᗯE ᗰET Eᗩᑕᕼ OTᕼEᖇ _______________________...