chapter 4

89 9 0
                                    

Next morning

Akansha :- papa mumma aapko yaad he na kl reyansh ka birthday he

Chandni and Aatish :- hn hn beta yaad he

Akansha :- papa mujhe to bhot tension ho rhi he kese krenge itna sb aur reyansh ko ye surprise pasand aayega bhi ya nhi

Aatish :- are beta itni tension Mt lo sb ho jayega aur reyansh ko ye surprise bhot pasand aane waale he

Akansha :- papa apne vo banquet hall book kr diya na

Aatish :- hn hn beta kr diya

Akansha :- aur mumma papa aapne apne kapde le liye na

Chandni and Aatish :- hn hn beta le liye

Akansha :- are me to bhul hi gyi thi banquet hall to hmne book kra liye but usme decoration bhi to krni hogi me ek kaam krungi vha shaam ko jaakr saari decoration kr lungi

Aatish :- hn beta

Akansha :- acha papa ab me saare guests ko butane ki tayari krti hu

Aatish :- ye ldki itni tension le rhi he reyansh ke birthday ki

Chandni :- hn shi kha aapne

After some time

Akansha :- papa mumma me jaa rhi hu reyansh puche to use bole dena Ritu ke ghar gyi hu aur me sbko invitation bhi de dungi kl ki party ka

Chandni and Aatish :- ok beta aaram se jana aur aate vakt me reyansh ko bhej dungi tumhe lene ke liye kyunki tumhe to late ho jayega

Akansha :- ok papa ab me niklti hu bye papa mumma

Aatish and chandni :- bye beta

Aakansha went for banquet hall to decorate it

I will show you the banquet hall tomorrow it is a surprise for you all too

Akansha arrived home reyansh went to pick her up Akansha decided to surprise reyansh at 12 so his birthday will be memorable

After some time

Reyansh so rha he aur Akansha soya nhi excitement aur tension ki vajah se Akansha apni mumma papa ko bula rha he taali vo teeno reyansh ko surprise kr ske abhi bhi 12 bjne me ek min he aur reyansh abhi bhi so rha he........ 12 bj chuke he aur Akansha reyansh ko uthayi he aur uske mumma papa popper cracker fodte he (idk that cracker name correctly but from my research I got to know that name so)

Reyansh uthta he aur surprise ho jata he aur kehta hai

Reyansh :- ye sb kya he

Akansha :- aaj tumhara birthday hena isliye tunhe surprise diya happy birthday reyansh may God bless you

Chandni and aatish :- happy birthday reyansh Beta

Reyansh :- thanks uncle aunty thanks Akansha but in sb ki kya zarurat thi

Aatish :- zarurat kese nhi thi beta tun hnare bete ho hm tunhare birthday nhi manyenge to kon manyega

Reyansh :- thank you soo much aap teeno ko

Chandni aatish and akansha said together :- welcome









To be continued

See you soon at reyansh birthday party but pls vote in my stories and comment also

Reborn To Be Together Where stories live. Discover now