marriage fixed

261 33 3
                                    

In car..

Rakshit:- kya karti ho free time me..

Drishti:- simple.. like mom ki help.. movie chali jati hu..

Rakshit:- kisi ki shadi break kar deti ho..

Rakshit laigh..

Drishti:- ek hi shadi to break ki kya aap bhi...

Rakshit:- okk.. koi boyfriend to hoga na..

Drishti:- nai.. mom dad chahte he me unki pasand  k ladke se shadi karu.. so no love.. no boyfriend..

Rakshit:- hmm.. hmm.. aagyakari beti ho tum...

Drishti laugh and nodded..

Rakshit:- shadi kab karna chahti ho..

Drishti:- 2 years to nai.. but mom dad ne force kiya to kar bhi sakti hu.. but me apne career ko nai chodne wali.. kisi k liye bhi..

Rakshit:- hmm that's good.. kaisa husband chahiye tumhe..

Drishti:- meri care kare.. mere parents ki respect kare.. and mujhse bahut pyar bhi kare..

Rakshit:- our tum husband k liye kya karogi..

Drishti:- daily uska wait karungi.. use khana serve karungi uski care karungi and bahut fight bhi karungi..

Rakshit:- pyar nai karogi apne husband se?..

Drishti blushed.. and nodded.

Rakshit:- tumhara ghar aa gaya..

Drishti:- and aaone shadi par mujhse interview bhi le liya..

Rakshit:- okk bye..

Drishti:- bye sir..





In shergill mention..

Rakshit reached home happily...

Rakshit:- mom dad shikher.. kaha he sab..

Mahuma:- kya hua..

Chetan:- office me sab thik to he na..

Shikher:- kisi se fight kar ki kya..

Rakshit:- are bas bas mujhe bhi to bolne dijiye..

Mahima:- haa bol beta..

Rakshit:- mujhe shadi karni he.. wo bhi meri pasand ki ladki se..

All happy..

Mahuma:- kon he wo ladki..

Rakshit:- uska name drishti he.. and..

Rakshit said everything and mahima happy for him.. chetan hug him.. and shikher jump on him..

Mahima:- hum jaldi hi unke ghar rishta lekar jayenge..

Chetan:- our sari baat pakki kar denge..

Shikher:- meri bhabhi aa rahi he i m so happy..

Rakshit also happy.. and all hug him..



1 week later.

Visya:- tere liye ek rishta aaya he bahut bade ghar se.. aaj jaldi ghar aa jana..

Drishti:- mom itni bhi kya jaldi he..

Sarthak:- hum tujhe vida kar de.. bas yahi ek wish he hamari..

Drishti became imotinal and both hug her..




In late evening..

Shergills came in sharma house..vidya sarthak welcome them... drishti came with tea and snacks..

Deewar✔Where stories live. Discover now