The Final War

348 57 127
                                    

"Yatra Naryastu Pujyante,
Ramante Tatra Devta",

Meaning:

Jaha Nari ka samman hota hai
Vahi Vidhata Vaas karte hai.

Anubhav: tumne Nayab ko uski iccha ke virudh sparsh karne ka pryatn kiya, usse iss prakar kampit kar diya ki jab bhi tumhari baat tak chhide vo itni bhaybheet ho jati thi ki usse smaran he nahi reheta tha ki vo bhi ek Agent hai. Itna sab karne ke pashyaat bhi jab vo tumhari na ho sakti toh tumne usse maarne ka pap ki kiya?
Vo ek aurat hai, aur aurat ka samman toh Swayam Shabhu bhi karte hai, jab ki vo swayam MahaKaal hai. Par tumne nahi kiya aur aaj tumhara patan hoga.

Anubhav left the collar of Suyog who was laying between the team and his body was oozing blood from different parts of it.

Flashback:

Abhinav: Anu...maine pata Kiya hai Iss Chaman ke alawa vo Suyog uss Praful ki gange ke saath contact mein tha, par kuch dinon se unki bhi unse kuch baat nahi huee hai.

Anubhav: koi Baat nahi Haseena ji ke haath kuch na kuch avashya laga he hoga.

They heard someone crying. They looked at other side and it was the chefs from the last Sangeet function whome Karishma was beating, tying to a rod.

Abhinav: Anu...ye sab.

Anubhav: Ye sab accha nahi lagta  hai, kanun ko bhi inn sab mein koi Ruchi nahi hai parantu karna padta hai.

He looked into his eyes.

Anubhav: Tumne he kaha tha na ek baar humse? Ki tum bhi hum sab mein se he ek ban na chahte ho? Toh phir iska abhyaas toh daalna hoga.

Abhinav noded and Both looked at the chefs.

Cheeta: Bolo! Kholo apna mu! Ka jaante ho?

Chef: hum kuch nahi jaante sahab! Hume toh bas paise diye gaye the iss kaam keliye.

Karishma: aur tumne le liye? Ek baar bhi ye nahi socha ki kisi ko kuch ho gaya toh? Ama tumhe pata hai kitna lamba fas gaye ho tum log? Hum tumhe maarna chhod bhi de toh bhi iss jurm Keliye tumhe saja toh phir bhi hogi. Isiliye jo sach hai bata do.

Chef2: Madam Hum jyada kuch toh nahi jaante par haa...pehele toh unhone paise diye phir khud he vo dava milane se mana kar diya. Shayad vo dhuee wali gas ke plan ke karan.

Cheeta: Sir iska matlab, Uss Suyog ko hum par shak ho gaya tha.

Anubhav: Hmm...antatah hai toh vo ek Agent he. Koi aur yukti lagani hogi.

Haseena: yukti mil gaiee hai sir.

All turned listening Haseena's voice.

Haseena: Sir, Hume Suyog ki Kamzori ka pata chal gaya hai.
Suyog ke Dada ji.
Nayab ke pehele vo ek laute aise insaan jinke liye vo shayad Nayab ko bhi chhod de.

Anubhav: Toh phir villambh kaisa? Chaliye.

All headed towards Suyog's Parents house where was his grandfather.

Within 15 min they reached his house and told everything what Suyog has done with Nation and Nayab.

(S/F- Suyog's Father, S/M-Suyog's Mother, S/G- Suyog's grandfather)

S/F: Officer hume bohot dukh hai ki desh ki seva karte karte vo desh ka he bhakshak ban baitha.
Bachpan se humne uski har icchaye puri ki yaha tak ki uski har galat zid ko bhi badhava diya ajj ye ussi ka nateejaa hai.

S/F: bas yahi dekhna bacha tha maut se pehele, apne pote ke haathon mein hathkadiya. Kitna itra ke kaha karta tha mai ki mera Suyog bada afsar hai iss desh keliye kaam karta hai.

His eyes became teary.

Karishma: Dada ji ap roiye mat, aise pote pe ka shok manana jo apke inn aasuo ke layak nahi.

Haseena: jee...usse accha ap unhe sarkaar ke hawale kar ke khud pe fakr kijiye ki apne desh aur apne papi pote ke beech desh ko chuna.

Karishma: dekhiye dada ji hum samjh sakte hai (she looked at Anubhav) ki ladaiee jab apno ke virudh ho toh kitna dard hota hai.

Haseena: par agar vo apna wakaiee galat hai toh iss dard ka zeher pee ke apna farz nibhane ko he veerta kehete hai.

Anubhav: aur phir ye peheli baar toh nahi hai na ki apno ko dand dena pad raha hai. Shri.Krishn swayam apne mama ji ke kaal the aur Unhe ke Mitra tatha shishya Arjun ko bhi kurukshetra mein apne he kutumb ke virudh shtra uthane pade the. Swayam bhagwan kehete hai ki apradhi koi apna kyu na ho dand dena avashyak hai.

The family members of Suyog noded.

S/M: hume kya karna hoga?

Pushpa ji: zyada kuch nahi bas Suyog ko phone karke itna kehena hai ki kyu ki usne Nayab ki Jaan lene ki koshish ki hai isiliye Badle ke taur pe Anubhav ne unke dada ji ka apharan kiya hai.
Apne Anubhav ko behosh kar diya hai par Abhinav uska bhai kisi bhi waqt yaha aa ke Unke dada ji ko yaha se agwa kar he lega.

Suyog's Father noded and he called Suyog.
Within Half an hour he reached home.

Suyog: maa mai aa gaya, Dada ji kaha hai? Vo theekh hai na? Aur vo..vo Anubhav?

Anubhav and team came from the other side.

Anubhav: hum yaha hai

Suyog turned in anger.

He got shocked to see him with the handcuffs.
He understood he had been trapped by his own family members he looked at them.

Haseena: Apko kya lagata hai Mr.Suyog? Planning karni sirf apko ati hai?

Suyog turned run but unfortunately Abhinav was standing their and he punched and he fall on the ground.

Anubhav, Haseena, Karishma and Abhinav all started kicking and punching him very badly and thus he became all drenched in blood.

Flashback ends.

Anubhav: Deshbhakt the tum, apni zid keliye ek Deshdrohi ka he saath de baithe.

Karishma: par humari ek baat samjh nahi aa rahi hai ki tum kahe Bakshi ka badla le rahe the aur Bakshi humare parivar se itni nafrat kyu karta hai?

Suyog: k..kyu ki...kyu ki Anubhav ke dada ji ne...Anubhav ke dada ji ne Bakshi ke pita ko jab Bakshi chota tha tab unhe...unhe 4 murder ke ilzaam mein faasi dilaiee thi. Tab he Bakshi ne Anubhav ke pita ko kidnap kiya aur Abhinav ko tumhari family se alag kiya aur humesha Haseena aur Anubhav ke beech darar dalne ki koshish ki. Kyu ki...kyu ki vo kabhi bhi uss insaan ke pariwar ko khush nahi dekh sakta...jisne...jisne uske pita ko uss se Cheena ho. Anubhav ko mission Jeet jaan bujh kar diya taki vo Haseena ke nazdeek jaa sake aur phir Haseena aur Anubhav ko bar bar dur karke usse sukoon mil sake.

Anubhav became angry
Listening this and his kicked him much forcefully.

Anubhav: le jaiye Inhe aur hum ye sunishchit karenge ki tum fasi ke fande tak pohocho.

And Suyog was taken.

And that's how finally the case and chapter of Mission Beherupiya ended.

__________________________________

Precap : All's well that ends well
__________________________________

Continuation of Kyu ki tu Dhadkan Mai Dil'🤍✨Where stories live. Discover now