5 months later
To guys in five months me bahut kuch badal chuka hai tae abhi bhi paglon ki tarah yn ko dhund Raha hai aur tae ke mom dad aur sister bhi wapas aa chuke hai lekin tae ne unse jhoot kaha hai ki yn India gayi hai aur tae ne unn baccho ko unka anathashrm wapas kar diya hai aur waha ki sari jarurat tae hi puri karta hai aur jection bhi yn ke piche pada hai lekin usse abhi tak dhund nahi paya par kosis jari hai.
Mrs shin ki bhi death ho gayi one week pahle aur unpar karz hone ki wajah se unka Ghar aur cafe dono jabt ho chuka hai aur abb yn 8 months pregnant hai
Let's back to the story
Yn : abb mai kaha jaungi kya krungi sab kuch khatam ho gaya nahi yn tu itni dur aakar hope nahi kho sakti
Yn tears continuously falling down
Yn road par chal rahi hoti hai ki tahi koi uske muh par kapda rakhkar use behosh kar deta hai
Wo aadmi kisi ko call lagata hai
Men : sir kaam ho gaya
?? : well done lekar aao use mere pass
Men : ji sir
Time skip
Yn ko hosh aata hai
Yn : aah mera sir
Achanak se yn ko yaad aata hai ki usske saath kya hua tha wo dar jaati hai
Yn : y..ye mai kaha hu
Tabhi uss kamre me koi aata hai jo ki jection tha yn usse dekh kar khadi ho jaati hai
Yn : aap kyu laye mujhe yaha please mujhe jaane do
Jaction: tumhari yahi aada par to ham Fida hai jaaneman aise please bolte huye kitni hot lagti ho tum
Yn feel discusting
Yn : dekhiye please mujhe jaane do I am pregnant please
Jaction ko ye baat sunkar gussa aane lagta hai
Jaction: uss taehyung ki bacche ko tum birth nahi dogi warna....
Yn feeling angry
Yn : WARNA KYA MAR DOGE MUJHE TO MAAR DO lekin mere babies ko usske dad ka pass chord Dena ( crying)
Jaction: thik hai jab tum baccho ko janam dogi to mai unhe tumhare husband tak pahuchna dunga lekin meri ek shart hai
Yn : k..k.kaise shart
Jaction: tum yaha rahogi mere pass Jo mai kahunga wo karogi manjoor hai
Yn kuch der sochne ke baad
Yn : thik hai leki jab tha mere babies iss duniya me nahi aa jaate tum mujhe touch bhi nahi karoge
Jaction: jab aaj tak wait Kiya hai to kuch di aur sahi waise khana kha lo kyuki tumhe mere bed par aane ke liye strong hone ki jarurat hai
Yn : chii kaise ghatiya insaan ho tum kisi ki biwi hu mai maa Banne wali hu lekin tumhe saram nahi aati aisi baat karte hue
Jaction: ha ha ha jo bhi kahna hai kah lo bass kucch di aur firr tum aur mai .mai aur tum byy babygirl firr milte hai
Jaction left
Yn bed par baithi thi aur roye Jaa rahi thi
Yn : kyu kyu shrif mai hi kyu bagwan kya bigada hai maine kisi ka jo meri kismat me itna dukh likh diya
Nah..nahi yn haar mat Maan tujhe iss ghatiya insaan ke kaid se bahar nikalna hi hoga
Yn window ke pass jaati hai aur yaha se bhagne ka rasta dekhne lagti hai lekin bahar Bahut saare guards khade the
![](https://img.wattpad.com/cover/356378291-288-k355844.jpg)
YOU ARE READING
love to a heartless CEO Mr kim
FanfictionHe is heartless but she is sweet ... ...it's gonna be in hindi 😊 ... ... taehyung: jimin yn ko pata nahi chalna cahiye ye shaadi kyu Hui hai . . . Jimin : tu galat kar raha hai . . . . crying 😭 yn - Mr mujhe sab pa...