Tejran Arrange marriage :part 1

4.5K 196 27
                                    

Tejasswi house

Teju wakeup early with her mom and help her in house hold chores

Her dad wakeup and get ready

Teju serve breakfast to her dad

Td got a call from his friend

Td : namaste satish kaisa hain tu

Kd : area prakash main mast hu

Td : aur bata kya haal chal

Kd : kuch nahi mera beta karan kea liyea ladaki dhund raha hu

Td : achaa

Kd : agar tera dhyaan main koi ladaki ho toh mujhea bata dena

Td thinks and says

Td : dekha satish meri beti bhi aba badi ho gayi hain hum bhi uskea liyea ladka dekhnaa abhi suru hi karengea toh main soch raha tha

Kd : ki hum dost sea aba samdhi ban jayea

Td : haa bilkul

Kd : toh phir yeha rishta tayea ho gaya

Td : jii haa abhi hum aaj hi roka kar leta hain

Kd : haa main karan ki maa sea kehake aaj sham tera ghar aata hu aagyea ki baat vahi kar lengea

Td : ji bilkul

Kd : chal abhi tayari main lagate hain

Aur vaha phone rakha deta hain

Td : Teju ki maa aaj sham teju ka roka hain mera dost satish hain na

Tm : jii

Td : toh phir tayari main lag jao teju ko aaj sham kea liyea acheasea tayaar karna

Tm : jii

In karan house

Kd : karan ki maa

Km came

Km : kya hua jii

Kd : main karan ki shaddi mera dost ki beti sea tayea karvai hain aur aaj hum unkea ghar shaddi ki baat aur karan ka roka karane jaa rahe hain toh phir saari tayaari achea sea karna

Km : jii bilkul

Kd : aur karan ko bhi achea sea tayaar hokar aanea ko kehana

Km : jii

In evening

Karan family leave for teju house

Karan dad told Karan about everything and he is okay with that he always wanted to do arrange marriage only

Karan family reach Teju house

Tm and Td greet them

Kd : prakash aaja galea mil hum dost sea samadhi honea jaa rahe hain

Td and kd hug each other

Td : namaste bhabhi

Km : namaste

Kd : namaste bhabhi

Tm : namaste

Td : aap sab baith jaayiea

Kd : haa jarur

Td : Teju beta sab kea liyea sarbat lekar aa

Teju brings sarbat for every one

Karan listen teju name

His eyes we're searching for her

She came from a kitchen wearing a beautiful saree with a minimal makeup and open hair

Tejran one ShotWhere stories live. Discover now