इज्जत के बदले इज्जत

8 1 0
                                    

Hamza Manya ke baalon ko peeche se pakadte hue kehta hai "not so soon baby"

Ab aage

Tanya Manya se "ye kya  bol rhi hai tu tujhe kuch hone ke baad Mai jiyungi kya? 

Vo use ek side karti hai aur kehti hai " Hamza tumhe jo karna hai hmare sath karo Manya ko chhod do vo bahut chhoti hai use jaane do.

Hamza: Mai tumhe bhej sakta hu par Manya ko nhi.

Itna kah kar vo apni gun apne hatho me le leta hai.

Manya un dono ke beech aa jati hai aur kehti hai "please,let her go. Us din jo bhi hua vo hmari galti hai didi ko chhod dijie.

Hamza Manya ko uski kamar se pakad ke apni taraf kheechta hai aur kehta hai "jaane dunga Mai ise. Lekin khuda ke paas itna kah vo Tanya ko bhi shoot kar deta hai.

Manya khudko Hamza se chhudati hai aur ja kar Tanya ke paas baith jati hai.

Tanya ki saanse abhi bhi halki chal rahi thi.

Manya: Didi hum aapko kuch nahi hone denge.bas aap apni aankhe khuli rakhie.

Idhar Hamza apne hath Manya ki ore badhata hai aur uski baaju pakad ke uthane lagta hai lekin Manya aur Tanya ne ek doosre ka hath majbooti se pakda tha.

Un dono ka hath chhutta na dekh Hamza ki gussa aata hai aur vo Tanya ko 1 aur goli mar deta hai.

Aur uski saanse vahi tham jaati hai.

Ab Hamza Manya ka hath chhod deta hai aur Manya vahi bejan si baith jati hai aur apne gharwalo ko dekhti hai jinhe abhi Hamza ne maut ke ghat utar dia hai.

Hamza Manya ko uske hath pakad ke uthata hai aur ghaseetate hue apne sath le jane lagta hai.

Manya bhi kuch react nahi karti aur kathputli jaise uske peeche chalne lagti hai.

Hamza use 1 black BMW ke paas lejata hai aur use usme dhakka de deta hai.

Aur khud driving seat par baith jata hai.

Ab to Manya ke aankho se aansu bhi nahi bah rahe the lekin is bat se Hamza ko koi farq nahi par Raha tha.

Kuch hi der me vo bade se bangle ke saamne unki car rukti hai.

Hamza bahar aata hai aur backdoor khol kar Manya ke Baal ko pakad ke kheechte hue hall me le aata hai.

Aur lakar patak deta hai is sudden action se anjan Manya ka balance bigadta hai.

Vo muh ke bal gir jati hai.

 
Hall me khade sabhi sevant apna sir neeche  jhuka lete hai.

Hamza apni pant se belt nikalte hue kehta hai "aaj mai tumhe dikhaunga dard kise kehte hai.

Hamza apni belt se Manya ke  khule pairo par Marta hai.

Manya ko koi fark nahi padta vo jaise padi thi vaise hi rahti hai.

Ab Hamza Manya ke uper Kai vaar karta hai apni belt se.

Manya vahi adhmari si ho kar gir jati hai lekin uski aankhon me aansu ka 1 katra bhi nahi tha.

Ye baat Hamza ko gawara nahi thi.

Hamza usko bridal style me uthata hai aur saamne rakhe couch par phenk deta hai.

Itna sab ho jane par bhi Manya koi khaas react nahi karti.

Ye baat Hamza ko sbse jyada gussa dila Rahi thi.

Vo Manya ko dekhte hue apni shirt kr phenkta hai aur Manya ke uper aa jata hai.

Aur uski neck par kisses karne lagta hai vo kiss kam aur bite jyada kar Raha tha is wajah se Manya dard se idhar udhar move kar Rahi thi.

Ye feel kar ki Manya move kar Rahi Hamza ke face 1 evil smile aa jati hai.

Vo ab apne hatho ko Manya ki tshirt ke andar daal deta hai .

Uske thande hath ke touch se Manya sihar jati hai.

Ab Hamza uski bare kamar par apne hath chala rahaa tha.
 
Aur uski innerwear ki elastic jor se kheech kar chhodta hai.

Jisse Manya apne hosh me aati hai aur   Hamza ko dhakka deti hai.

Manya se Hamza ko ye umeed nhi thi islie vo sambhal nii pata aur couch se gir jata hai.

Manya ko kon bachaega Hamza se?

Kya likha hai Manya ki kismat me

Jaanne ke liye padhte rahe मलाल-e-इश्क़ sirf Wattpad par 💝✨

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Feb 25, 2024 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

मलाल -e- इश्क़ Where stories live. Discover now