Chapter 6 - Krishna's Revenge!

220 10 12
                                    

After a few days.

Shruti was making breakfast with Prerna, Akriti & Sukriti.

Shruti : Toh, tum log aaj hee chale jaoge?

Prerna : Haan, bhabhi. Waha kaam bhi hai, miss nahi kar paungi.

Akriti : Kaash, hum ruk paate. Par itna kaam hota hai hospital mein warna hum aur kuch din rukte.

Sukriti : Bilkul, aur mujhe jaldi se studio join karna hoga warna kitne bachhe dance nahi sikh payenge.

Shruti sighed.

Shruti : Tumhare saath yeh joh pal bitaye hai. Mere zindagi ke sabse achhe pal the. Bahut shukriya uss ke liye.

All : Bhabhi!

They hugged, happily, although emotionally.
Jatin for the last time went to wake up his kids.

Jatin : Bachhon, jaldi uth jao!

Krishna (sleepy, irritated) : Subah subah, shuru ho gaye.

Jatin (grabbed his ear) : Subah subah, mujhse behas karni hoti hai na tujhe!!

Krishna : Aaah, sorry sorry bhaiya. I'm sorry.

Jatin left his ear and Krishna rubbed his poor red ear.

Jatin (sarcastically) : Babu moshai, duniya mein bohut kuch chal raha hai. Kahin tumhare wajah se miss na karna pare.

Karan (sleepy) : Babu moshai..? Anand dekh ke aaye ho kya?

Alok (sleepy) : Kuch toh chakkar chal raha hai Babu moshai!

Jatin : Ji nahi, tum log uthte ho ya main paani dhalu?

Everyone (irritated) : Arey, yaar!!

All boys awoke and freshen up and directly went to have breakfast.

Jatin : Chalo, shuru karte hain.

Suddenly, Shruti got a call from Arunima.

Shruti : Ah, Jatin Ji. Aap log shuru kijiye, main ek call karke aayi.

Jatin : Thik hai, Shruti Ji.

Shruti went to have a call. While, Jatin was not having his breakfast, he was waiting for Shruti.

Shruti : Haan, Aru. Bol?

Arunima : Didi, kaisi ho aap?

Shruti : Main bilkul thik hoon Aru, aur tu kaisi hai? Maa aur Papa kaise hai?

Arunima : Sab ekdam mast hai. Aapki bohut yaad aarahi thi Di.

Shruti (emotional) : Yaad toh mujhe bhi aarahi hai tum sab log ki. Ek kaam karna, tu aaj aaja humare yaha. Tu Jatin Ji ke cousins se bhi mil sakti hai.

Arunima : Sounds great, Di. Toh thik hai main bas kuch minto mein nikal ti hoon.

Shruti : Sambhal ke aana. Nahi, ruk main Krishna ko bol deti hoon tujhe pickup karne ke liye.

Arunima : Nahi Di, woh bohut akdu, adiyal ladka hai.

Shruti : Aru, aese nahi kehte. Tere Jiju ka bhai ka.

Arunima : Sorry Di. Par..

Shruti : Par war kuch nahi, tujhe lene aane wala Krishna hee hoga, baat khatam.

Arunima : Thik hai di.

Shruti : Thik hai, milte hai.

Arunima : Ji.

Shruti went to their dining table.

Jatin : Kya hua, Shruti Ji? Koi problem hai?

Shruti : Kuch nahi Jatin Ji, woh Aru ka call aaya tha.

Kuch Tum Kaho, Kuch Hum Kahein! Where stories live. Discover now