CHAYA-KUCH TOH HAI!

149 20 6
                                    

Uss accident ke baad Alex jyada hin disturb hogaya tha!!! Naa woh apna kaam kar pata tha na hin koi aur kaam Mai Dil nahi laga pata tha uske dost bhi saare uss se tang agaye the woh jyada hin akele rehne laga

Ese hin kuch din beete Alex abhi kuch jyada hin pareshaan rehne laga kyuki woh apna job kho chuka tha na paise the na Shanti thi uski jindagi Mai

Ek raat ki baat hai
Usse neend nahi aa rahi thi toh usne beer aur opener table pe rakhke fresh hone chala gaya
Jab woh fresh hoke aya tab dekha table ke upar opener gayab tha!!
Woh dhundte dhundte kab neend Mai khisak gaya Alex ko khud maalum nahi tha
Jab woh subha utha toh uske badan pe blanket tha!!!
Par ye sab kaise ho sakta hai?!
Uss ke Ghar mai uske siwaye aur koi rehta hin nahi!!!!!

Kya uske Ghar mai sach mai kuch hai ye sab veham tha?!

Jaan ne keliye agla adhyay ka intezaar kare!!

Aapka
Harsha❤️‍🩹

CHAYAWhere stories live. Discover now