last part

239 37 15
                                    

Dr:- unke brain me clot he jise surgery se hi remove kiya ja sakta he but usme unki jaan ko bahut khatra he.. but agar surgery nai ki to bhi jaan ka khatra he hi.. ab aap log boliye hum kya kare

All shocked..

Chetan:- but suddenly..

Dr:- suddenly nai he.. humne mr shergill ko 1 week ka time diya tha.. decide karne k liye.. wo ye sab jante he

Drishti and mahima chetan shocked badly..

Mahima:- isliye wo kal se kuch wired behave kar raha tha .

Chetan:- our hum kuch samaj hi nai paye.. mahima ji..

Drishti in mind:- isliye unhone mujhe jane se bhi nai roka.. mujhse kitni badi mistake ho gayi mene unhe kitna galat samjha..

Drishti crying caught her mouth...

Mahima:- dr...aap kuch bhi kijiye mere rakshit ko kuch nai hona chahiye ek beta me kho chuki himu dusra nai kho sakti.. meri jaan he mera Rakshit..

Chetan:- Rakshit ko hosh aaya ki nai?... hum milna chahte he

Drishti:- pl hume milne dijiye unse..

Dr:- unhe hosh aa gaya he..aap log mil sakte he..




All went to meet him..

Rakshit:- me thik hu mom pl aap roiye mat..

Mahima:- tujhe to actor banna chahiye tha.. business man kyo ban gaya..

Rakshit:- realy mom?..

Mahima crying on his shoulder

Mahima: tu thik ho jayega Rakshit..

Chetan:- haa tu mera strong beta he.. hum sab tere saath he...

Rakshit:- drishti me..

Drishti:- aap jyada baat mat kijiye.. sab thik he..

But her eyes was teary...

Rakshit:- me surgery k liye ready hu.. tum papers par sign karo drishti.. agar mujhe kuch hua to uski responsbility meri hogi.. aap me se kisi ki nai..

Mahima:- kyo aisi baat kar raha he..

Chetan:- thappad padega mere haath ka..

Rakshit:- aap always bolte ho aaj tak mara to nai.. aaj maar lijiye..

Mahima and chetan hug rakshit and became imotinal
Drishti saw them from far..




Some time later..

Drishti:- mene papers par sign kar diya he.. aapko kuch der me le jayenge..

Rakshit:- agar me vapas na aau to tum happy life jeena drishti.. jisse mujhe bahut khushi hogi.. and meri family ki bhi care kar lena kabhi kabhi..

Drishti:- aap apne words sambhal kar rakhiye jab aap vapas aayenge hum fir se baat karenge.. abhi aapki our meri fight khatam nai hui he..

Rakshit smile and nodded drishti caught his hand and crying.. he caress her head..



Rakshit taken in ot.. all worried for him.. sarthak and vidya also came there..




Some hours later..

Dr:- unki sugery successful ho gayi he ab inki jaan ko koi khatra nai he..

All happy..and became imotinal..

Mahima:-thank you bhagwan ji

Vidya:- ab sab thik he..

Chetan:- hamara Rakshit thik he mahima..

Impatient Love✔Where stories live. Discover now