chapter 8 -ayansh's fear

153 15 16
                                    

Armaan:m.u.m.ma ye. Ye

His face covered with tears they all looked at him

Mohit:kiya hai ye

Armaan:aap khud padiye pata lag jayega

He said and give him diary and sit beside ayaansh with jerk and tears roll from his eyes

Manav take diary and start read it

Manav:Hyy diary I am ayaansh mehra tum bhi soch rahi hogi na ki aaj mujhe tumhari yaad kaise agayi... Wo kiya hai na pata nahi kiyu mujhe apni hi family se dar lagne laga hai...you're very lucky kiyuki tumne mere shiv bhaiya ki jagah li hai hai... Because mai na shiv bhaiya se bina dare baat karta tha... But abh dar lag raha hai...kiyuki wo bhi mere bade bhai hai agar unhone bhi mujhe thapad mar diya to?... Mere ashu ki jagah mere pillow ne le li... Jisse hug kar ke ro sakta hu he won't judge me...tum soch rahi ho na ashu to mera chota bhai hai uss se kaisa daar.... Par mujhe lagta hai daar... Agar usne bhi mere sath harsh bahave kiya to? ...mumma ki jagah moon ne le li hai jisse dekh kar solukun milta hai..jo bate tumse nahi bol pata wo moon ko bol deta hu.. Wo na meri bato ko santi se sunte hai... Aur meri sweet sweet bhabhis... Wo dono na mujhe apne chote bhai jaisa pyaar karti hai...rain na bilkul unki jaisi hai... Mere sath roti hai... Meri ankho main asu nahi bardaas kar sakti meri bhabhiya.... Specialy pallu bhabhi..jo hamesha mujhe bhaiya ki dant se bachati hai.. Bhaiya chahe kitne bhi gussa ho she can handle him easily...par na mujhe apne aap par gussa araha hai ki.. Kiyu mere dil main apni hi family ke liye itna dar bhar gaya hai ...

Manav read it loudly while tears rolling from his eyes nonstop... Other also cried silenty ... Pallavi wipe her tear and looked at manav who was totally blank... She hold his hand and grag him out of room... Behind him other also run... Pallu take manu to hall and left his hand with jerk.. Other also come

Pallu:ho gai tasali manav ya aur kuch bhi bacha hai... Agar bacha hai to wo raha ayaan jao uthao usse aur mar do 2-4 thapad.. Kiyu manav kiyu itna gussa hai tumhare andar... Ary chota bhai hai wo tumhara.. Bada bhai to papa ke barabar hota hai na... Tumne kiya kia apne bhai ko hi khud se dur kar diya aur sirf khud se hi nahi ham sab se dur kar diya hai.. Kabhi socha hai maa par kiya guzar rahi hogi ye sun ne ke baad ki unke bete ko unse dar lagta hai.. Ashu shiv unhe kaisa lag raha hai... Jis shiv ne aaj tak uss se kabhi uchi awaz main baat nahi ki hai.. Uske dil par kiya guzar rahi hogi... Ye sun kar ki uss ke chote bhai ko uspar trust nahi hai.. Usse lagta hai ki shiv bhi uske sath waisa hi karega jaise tumne kiya hai .... Ashu ashu ka socha hai... Ayaan ka sirf bhai hi nahi best friend.. Aaj usse apne chote bhai se dar lag raha hai... Ye sab na tumhari wajah se hua hai manav sirf aur sirf tumhari wajah se

She said while cried... Other also cried silently... Manav looked down with tears

Anita:manav bada bhai to shiv bhi hai na uska par usne to aaj tak ashu aur ansh se kabhi gusse se baat nahi ki hai.. Aur yahi wajah hai ki ashu aur ansh usee sab batate hai... Aisi kitni bate hogi jo sirf shiv ko pata ho.. Aur tujhe nahi... Iska reason janta hai manav... Tera gussa.. Bina kuch sune soche samjhe kuch bhi bol dena ...Yahi chize tujhe apne tino bhaiyo se dur kar rahi hai.. Manav sabhal ja abh bhi wakt hai kahi aisa na ho tu unn tino ko hamesha ke liye kho de

Manav looked at shaurya and armaan who looked down with tears

Anita cupped his face.. And make him sit

Manav:I am sorry mumma... Ye maine kiya kar diya... Apne hatho se apne bhai ko dur kar diya uss bhai ko jisse sabse jyada meri jarurat thi..mai na bohot possessive ho gaya... I am sorry mummy

He said while cried.. Pallavi rub his back
Anita cupped his face

Anita:galati teri bhi nahi hai manu beta mujhe pata hai ki tu ayaan ki sefety ke liye ye sab kar rhaa tha...par beta ayaan na 22 saal ka hai.. Yahi age hoti hai friendship karne ki...

Manav cut her:"par mumma...

Anita:pehle meri baat sun manu...dekh bacha... Agar ek galat hai to sab to nahi ho sakte hai na...hamara ayaan samajhdaar hai beta... Aur ham unn logo ki wajah se ayaan ki khushiyaan to nahi chin sakte hai na... Aur kis kis se baat nahi karega... Abhi to college jata hai agge kuch kam karega to logo se baat to karna hogi na... Dosti karna hogi....dekh krishna ko wo bhi shaurya ka dost hai.. Usne shaurya ko dokha diya nahi na ... Isliye beta sab ek jaise ho jaruri nahi hai na

Pallavi:ha manu aur ham bhi to pahle dost hi the... College time main fir ek dusre se pyaar hua... Kiya pata hamare ayaan ki bhi jindagi aise hi suru ho

Armaan in mind:"dil ki baat chin li bhabhi... Dada ka to pata nahi but chitra di ke maan main dada ke liye pyaar jag gaya hai... "

Manav:ji mumma samjh gaya... I promise abh se kabhi gusse se kaam nahi lunga jitna ho sake utna gussa cantrol karuga... Aur jaisa shiv hai waisa ban kar dikhauga..

Anita:good... Looking at mohit... And Mr aap

Mohit: ha ha same

They all smile

Anita:harshita beta thande pani ki patiya la na...

Harshita:kiyu mummyji

Anita:thande pani ki pati se na bukhar utar jata hai... Thande pani ki pati na ansh ke sar par rakhni hai

Harshita:theak hai maa mai le kar ayi

They nodded and come in ayaansh room... Manav sit beside him and hold his hand

Manav guilty:"I am sorry bacha... Aaj teri iss halat ka jimmedaar main hu..main na har gaya as elder brother.. Maine na tere sath bohot galat kiya hai ... I am sorry ansh

Pallavi put hand on his soulder...

VOMMENT❤

Target-for next chapter 15 votes and 5+comments

DeceptionWhere stories live. Discover now