part - 1

795 44 2
                                    

(Morning time out house)

Ruhi - abhira jaldi utho pata hai na dadisa ne kuch kaam se bulaya hai pata hai ne kal bola tha Ghar jaldi aane ko

Abhira - ha bs tum ready ho jav fir chalte hai nasta vahi karenge thik hai

Vidya - achaa hua tum dono aagyi masa ko kuch kaam tha isi liye bulaya hai aajao nasta krlo

( Breakfast table)

Dadisa - ham ne tum dono ko isi liye jaldi  bulaya hame aap sabse baat karni hai

Madhav - ji masa kahiye

Dadisa - aap sabko pata hi hai ki rohit aur armaan ab sadi ke layak ho Gaye hai isi liye ham unki Sadi krvana chahte hai pehle hum armaan ki sadi karvaynge baad me rohit ki

Vidya - lekin masa

Dadisa - hum ne kehdiya aap sab nasta krlo aur abhira aur ruhi tum rohit aur armaan ka kamara achhe se taiyar karva do tum dono ko hamne isi liye bulaya hai Aaj kal ki ladkiyo ko jesa pasand ho vesa hamare poto ka kamra sajane ki jimedari tumhari taki jab bhi unki biwiya aaye unhai kamra pasand aaye hame Aaj kal ke fashion ke bare me jyada jante nhi

Abhira - ji dadisa

Vidya - masa muje aapse baat karni hai aap ke kamre me chale ???

Dadisa - thik hai

( Bedroom)

Vidya - masa aap ye galat kr rahi hai aap armaan ki sadi nahi krva sakti uski Sadi hmne bachpan me hi abhira se tay kr di thi

Dadisa - khbrdar jo ye baat dubara apne juban se nikali toh voh sadi nahi thi voh sirf bachpana tha

Vidya - lekin masa abhira me Kami hi kya hai ??? Padhi likhi hai , achhi dikhti hai , sanskari hai

Dadisa - lekin parivar nhi hai uska hamare rehmo karam pe hai voh dono ladkiya

Vidya - bhuliye mat masa voh goynkas ki beti ya hai jinke ma baap birlas the

Dadisa - the Vidya lekin ab unka koi nhi hai marte marte Manish ji ne hamse vachan liye isi liye ham inkar nhi kr paye aur yaha le aaye aur dono ko outhouse me rehne Diya lekin kal ko logo ko pata chalega ki hamari bahu ghare bahar rehti hai outhouse me jinka koi parivar nhi hai toh kya baat karenge aur hame hmare pote ki liye khandani aur sabse uche garane vali ladki chahiye bs baat khatam is baat ka zikar nhi chidna chahiye

( Delhi airport)

At the airport, all the girls stare at two handsome boys, none other than Armaan and Rohit .A girl marks her number on a tissue paper with lipstick and gives it to Armaan and gestures to call and leaves.

Rohit  - kya baat hai bhai aapke picche kitni ladkiya hai aap thak nhi jate unhai interment krte

Armaan - I am armaan podaar aur mere pichhe ladkiyo ki line lagti lekin me kabhi unke pichhe nhi jata

Rohit - aapka ye bhram bahut jaldi se Tut jayega jab aapki Sadi hogi

Armaan - voh toh dadisa ka maann rakhne ke liye ha kaha hai taki me jo chahu kr saku

Rohit - ek din aapki zindagi me Aisa din aayga ke Aaap kisi ke pichhe bhago ge aur voh aap ko bhaav hi nhi degi

Armaan - aisa koi bana hi nahi

Rohit - dekhte hai sayad India aakar aap ki kismat badal jaye
















koi aap sa Where stories live. Discover now