CHAPTER EIGHT

266 17 11
                                    

Rishita: Wow primitive style mein cooking.

Raavi: Kitna maja ayega.

Dhara: Han, aise haveli mein reh kar hum enjoy kar sakenge.

Krish: Mein ek suggestion doon.

Gautam: Bol.

Krish: Bon fire kare.

Dev:Tu koun hein?

Shiva: Bata humara Krish kahan hein.

Krish: Kya baakwas kar rehen ho.

Shiva: Dekh humme bata de humara bhai kahan hein.

Krish:Mein hi Krish hoon.

Dev: Ho hi nehin sakta,Krish kabhi hosiyari ki baat kar hi nehin sakta.

Krish: Idea acha laga direct nehin bol sakte the,tang khichna jarrori tha kya.

Shiva:Han,nehin toh khana hajam kaise hoga humara.

Krish: Bonfire kab karenge.

Raavi: Kal kar lete hein,parso Masi ma aa jayegi.

Shiva: Han phir rang mein bhang dalegi kangdi.

Raavi:Na khud maje karengi,na kisiko maja karne degi.

Shiva:Pata nehin Ma,uss kangadi ko kyun leke aa rehin hein.

Dhara: Shiva yeh kya badteemeji hein aise baat karte hein. Badi hein woh.

Shiva: Woh kaisi hein yeh janane ke baad bhi.

Dhara: Ijjat de unhe.

Raavi: Dhara di sorry ,meri masi ma ne aisa koi kaam nehin kiya hein ki unhe ijjat de Pandya pariwar ke log. Mujhe bura nehin lag rahan hein toh aapko bura kyun lag rahan hein.

Shiva just look at Raavi,this side of Raavi he never acknowledges but he knows she never side wrong,however close the relation is to her. She has always opposed her massi. He always reason with the fact that she want to be good book of Pandya. But deep down he knows she always take stand for right,
whether be on someones goodbook or badbook.

Rishita: Pandya family mein personal opinion dene ki liberty nehin hein kya? Yahan wohi bolna padta hein kya jo Dhara bhabhi ko pasand hein.

Gautam: Aree nehin nehinn Rishita,
Dhara ke bachhe hein na yeh toh inhe sudharti hein bas aur kuch nehin.

Rishita: They are grown up now,hope she understand that. Itni freedom toh mere dictator Papa aur bua ne bhi di thi hum do behno ko.
Nevertheless,kab karenge chulhe mein cooking start?

Dhara: Bas thoda arrangement kar lete hein phir suru karte hein.

Rishita: Arrangements shayad aap akeli karengi ,am I right?

Dev: Taaki kisiko takleef na ho. Samjho Rishita.

Rishita: Samajh gayi.

Raavi: Rishita photo session karen?

Rishita: Good Idea.

Dhara: 1 ghante mein pura arrangement ho jayega. Tab tak tum enjoy karo.

Shiva: Mein lakdiyan kattha hoon,woh lagenge.

Krish: Uske bina khana hi nehin pakega.

Raavi and Rishita clicks picture.

Raavi: Rishita ek baat bolun.

Rishita: Yeh sure.

Raavi: Thoda waquat do,Dhara di ki contribution Dev, Shiva aur Krish ke life mein bohut hein. Aur woh unjki bohut ijjat karte hein.

HUMNAVA MEREWhere stories live. Discover now