Part -6

148 18 9
                                    


Surbhi tu hosh mein to hain..... kabir shouted.

Tears again made their way from surbhi's eyes.

Kabir- shaadi chl rhi hain koi majak nhi , barat aa chuki hain, kya jawab dunga mein sabko ,or kab se chl rha hain ye sab ,kabse meri izzat ko mitti mein mila rhi ho tum

Anant- uncle please....agar aaj iski shaadi ho gyi na ye life mein kabhi khush nhi rahegi,beti hain apki koi cheez nhi jise chaha de diya ....ek baar,kabhi to uski bhi sun lijiye

Surbhi looked at anant with teary eyes

Kabir- or tum khush rakhoge isse ,jiske khud thikane nhi hain ,kese khyaal rahoge iska saal mein 1 baar apna chera dikhakar,tumhari jindagi ki koi guarantee hain .....

Anant was numb ,surbhi held his hand tightly.

Surbhi - anant dad kuch puch rhe hain tumse jawab do .......say something

Anant - he is right

Kabir- dekha surbhi ......ye bhi maanta hain ki ye tumhe khush nhi rakh skta

Anant -sahi kha aapne meri life ki koi guarantee nhi Hain,or desh se badkar mere liye kuch nhi ,saal mein 1-2 baar mera chehra dekhkar khush kese rahegi

Surbhi- dad mujhe khush rahne ke liye iska naam mere saath jud jaaye khaafi hain,or kuch nhi chahiye

Anant looked at her emotionally,she nodded in no .

Kabir- tum jaanti ho surbhi kya kiya hain tumne ,niche jaake kya jawab dun mein sabko ,ye samaj ,log kya kahenge socha hai. .......

SCREEN SHIFTS

Karan- mein karan.... captain karan luthra,anant ka dost or teri tarif

Rudra- yo ....( He pointed his finger towards preeta ) Mahari hone wali gharwali hain

Karan- Hui to nhi haina .....or kar kya rha tha tu

Preeta- karan kya behas krre ho andar chlo tum

Rudra- ek minute yo yha thare ghar mein reh ra ,kyun

Karan- tujhse matlab ye ghar tera hain

Rudra- hain to na ho javega ,jab yo mahari hoyegi to ghar bhi mahara ,bhai to iska marr gya

Karan angrily grabbed his collars and shooked him.

Karan- marra hua nhi shaheed bol samjha ,ek soldier kabhi Marta nhi Hain shaheed hota hain samjha

Tears started brimming in preeta's eyes, rudra pushed karan away .

Rudra- chore badi garmi hain tujhme,galat panga le rha hain tu ,jaanta nii shayad kon hu mein

Preeta - karan meine kha na andar chlo tum

Rudra smirked looking at preeta ,she lowered her eyelashes and pulled karan towards her

After some time

Karan- preeta arora ek baat bta hi do ye tumhari kadvi jaban mere saamne hi chlti hain kya ,kya bol rha tha vo ,uske saamne to nhi boli tum

Preeta- meri personal life mein interfere karne ki jarurat nhi Hain tumhe samjhe

Karan-mein to karunga,Kunal ne responsibility di hain tumhari mujhe ,or aaj to chod diya usse agar aage se aise tumhare saad jabardasti karta mila na to tange bhi Tod skta hun

Preeta immediately looked at him,he raised his eyes.

Preeta- ye jyada care dikhane ki jarurat nhi Hain hum jese haina humhe hamare haal pe chod do tum

Karan- tum mujhe apna maano na maano mein tumhe apna maanta hun preeta ,( he again sneezed)

Preeta - thand lag gyi hain tumhe ,raat bola tha na haar maan lo andar aa jao lekin nhi

Karan- halka sa jukham hain bass or kuch nhi

Sarla came out from the kitchen.

Sarla - karan puttar itna jhukam,kuch thanda khaaya tune ,ya Sardi lag gyi

Karan- maaji ye to aap apni laadli se puch lijiye raat isne mujhe ghar se bhar nikal diya mein puri raat bahar tha ,iski kadak thand mein

Sarla looked at preeta ,preeta lowered her eyelashes nervously.

Sarla - preeta yhi sab sikhaya hain tujhe meine,haalat dekh uski
(Sarla came towards karan and touch his forhead in order to check his body temperature).....puttar tujhe to bukhar hain

Karan- koi ni maaji ho jayega sahi ,aap fikar na karo

Preeta- ( Murmuring)bada Soldier.. Soldier kar rha tha abb kya hua ,Zara si Sardi to bardasht nahi hoti

Sarla - preeta .....abhi doctor ko call kar chl , ( to karan) puttar mujhe abhi kuch jaruri kaam hain shehar Jana hain

Preeta- maa aap ,mein yha aise

Sarla - karan haina tere saath, akeli kha Hain ,jameen ke kuch jaruri kagaz hain ,munshi ji ne bola hain Jana jaruri hain, parso shaam tak aa jaungi

Karan again sneezed ....sarla looked at him worriedly.

Sarla - tu doctor ko call karna ....

SCREEN SHIFTS

Log kuch nhi kahenge uncle " ansh said .

Everyone turned towards ansh looked at him .

Kabir- ansh beta tum ,hum bass abhi neeche aa rhe hain chlo tum

Ansh- uncle mein surbhi se shaadi nhi kar skta ,( Kabir looked at him being shocked) ,mein ek aise ladki se kese shaadi kar skta hun jiske Dil par kisi or ka naam ho

Kabir- dimaag kharab ho chuka hai. Tumhara

Ansh- ( to Surbhi) or surbhi tum meine pucha tha na tumse tum iss shaadi se khush ho ki nhi phir bhi ,bta deti na

Surbhi- ( tearfully) I am sorry ansh

Ansh came towards anant .

Ansh- tumhari amanat hain sambhalo isse

Kabir- ansh ye tum

Ansh- uncle shaadi surbhi ki ho rhi hain, vo kisse shaadi karna chaati hain ye decision bhi ussi ka hoga ,or mujhe to Khushi ho rhi hain ki mujhe ye sab shaadi se phele pta chl gya ,varna na to ye Khushi rehti na mein



Kesa ye ishq hain Where stories live. Discover now