Chap 10

447 74 33
                                    

Response itna kam hota hai ke phir mera dil nahi karta likhne ko. Plz vote and comment kiya kare.




HM was crying her out heart out  and was blaming herself for her dear loss. As so as was the condition of others they were crying brutally.

Pj- Nahi madam sir is main apka koi karsoor nahi hai. Kasoor toh humari parwaish ka tha jis ney aise bete ko janam diya. Joh humari Karishma ko he khaa gay.

HM- Haan apka he kasoor hai Pj. Kaha tha na humne apse ke mat call ki jiye apney lalla ko. Hum sambhal le gay KS ko par nahi.

Apko us insaan ko KS ki zindagi main le kar he aana tha. Jis se KS ka koi bhi rishta nahi tha. Kash humne KS ko phele he lalla ka sach bata diya hota toh aaj. Aaj yeh sab nahi hota.

HM cried banging her hand on ground. Everyone look at HM shockingly specially Pj.

Pj- Madam sir yeh ap kya bol rahi hai. Apko phele se he lalla ke bare main sab pata tha? Apko pata tha ke lalla aur Karisham ka shadi nakali hai aur woh kisi aur ke pati hai.

Pj asked looking at others shockingly.

Santu- Aur do bacho ke baap bhi Pushpa ji

Santu told wiping her tears that everyone gave a look to Santu.

Pj- Kuch bhi baketi mat karo Santu chup raho tum aur madam sir hum kuch pooch rahy hai apse. Kya apko pata tha lalla ka sach?

HM crying look at Pj and was about to speak but she could. They heard some known voice.

" Kaise nahi pata hoga. Aakhir SHO Haseena Malik hai yeh. Jajbaaton ki Malikaa. Apney Jajbaaton ki chadi yun ghumati hai aur inko sab pata chal jaata hai. Nahi madam sir"

Everyone look behind and got numb to see Karishma Singh standing in front of them with her mocking smile and eyes fixed on HM who forget to blink. Her eyes were fixed on KS. She lost her senses as she is not getting is she dreaming or what.

All- Karishma madam.

They screamed in happiness to see KS alive but runs to hug her but KS took her step back and warned all.

KS- Rukh jao sab ke sab agar kisi
ney bhi humare kareeb aaneye ka khoshish ki yaha phir humko chune ki khoshish kiya. Toh woh kantap lagaye gay na. Ke seedha yamraaj ji ke charno main khud ko pao gay.

Pj- Karishma beta yeh kaise majaz hai. Tumko pata hai hum kitna dar gay thy. Sharam nahi aati tumko.

Pj cries tries to touch KS but she push KS hand away shocking all.

KS- Amma oh koi beta weta nahi hai hum apke. Aur koi bhi rishta nahi hai humara ap se samjhi ap.

Santu- KM yeh ap kaisi baatein kar rahi hai. Lagta hai ke ap ko sar par chhot laga haina. Dekhiye Kitna khoon nikhal raha hai. Is liya apko kuch yaad nahi hai. Toh main apki Santu apko yaad karti hoon.

Main hoon Santu, yeh hai Cheehat, yeh Billu ji aur inko ap kaise bhool sakti hai. Yeh toh Pj hai ap inko overacting ka tusamni kehti hai. Aur aur yeh madam sir hai.

Santu said running to HM and shaking her says.

Santu- Madam sir madam sir ap please mat royiye. Dekhiye madam sir. KM zinda hai. Kuch nahi hua unko. Dekhiye woh theek hai. Nahi nahi chot toh lagi hui hai KM ko dekhiye kitna khoon nikhal raha hai. Par woh zinda hai. Haan bus neeche ghiri hai toh mujhe apko peechan nahi rahi.

Lakin ap ap in se baat kare gayi toh inko sab yaad aa jaye ga. Apki baat toh KM ko aise samjh aati hai jaise mere mumma ko baba ki.

Uthayi na madam sir kuch bolti kyun nahi ap. Madam sir.

Tum Mere HoWhere stories live. Discover now