chapter-76

230 36 21
                                    

NextDay
Morning
Debattama's Flat
Drawing Room

This was debattama's Outfit

P

lz check chapter media cover which in on top

She was wearing a lovely blue top adorned with white floral prints, paired with ripped white jeans.she was looking captivating, with her radiant face but her lips were not curved into a smile,but a rose pink shade was applied on her lips n she was looking so beautiful that only a blush was left to add more to her beauty n only karan has that magical charm who can make her blush n shy by whispering his name
She sadly picks her comb in her hand n combs her hairs n her gaze falls on vermilion bottle n she picks it up n was about to apply it on her hairline
Just when she feels a hold around her waist n she looks in mirror n finds karan,who was smiling at her n he nuzzles his nose in her hairs n neck n takes in her rosy smile n her milky skin was seeming to tempting n soft to him that he kisses her neck n bites her shoulder n deba whispers karannn kya kare rahe ho

Karan keeps on placing gentle wet kisses on her neck n says shhhh mera haq hai na tum par,tum meri jo ho

Deba's eyes get moist at this n she keeps her hand on his hand which are holding her waist n she says main sach mein aapki hoon karan

Karan huskily says of course ho koi doubt hai usse mein

Deba-phir aapne asie kyun kaha ki mera koi haq nahi hai aap par aur aap mujhse pyaar bhi nahi ka...

Karan makes her turn n pulls her closer in his arms n says maine keha diye aur tumne maane liye,pyaar jab hojaate hai na debattama toh woh phir kabhi nafrat mein badle nahi sakte kya hum maarne ke baad phirse jiya sakte hai,maare toh main chuka hoon tum par

N he cups her face romantically n eyes her lips n says huskily "Tum sirf meri ho, aur main tumhe apna bana ke rahunga. Tumhare dil par sirf mera naam hoga, aur har pal tumhare saath meri mohabbat ki nishani hogi. Tumhari aankhon mein sirf mera aks hoga, aur main tumhe apne pyaar se itna mehsoos karaunga ki tumhari saansein bhi sirf mujhe pukaarengi. Tum meri ho, sirf meri, aur main yeh duniya ko dikhake rahunga. Main tumhe apne pyaar se rooh aur jism dono par apna nishaan lagaunga. Tumhari har dhadkan aur har saans sirf meri hogi,l will mark you as mine debattama woh bhi bohat jaldi"
N deba feels butterflies in her tummy at this n she says aap kya keha rahe ho karan main phirse aapka bahooein mein kaise aaye sakti hoon ab hum ek dusre ke dur jo hogaye ha...
N the next moment she don't finds him infront of her eyes n her gaze looks for him at every corner of room n she gazes at her shoulder where karan gave her a bite n she don't finds any mark over there n she says yeh sapna tha par itna real main toh khud iss sapna ke saath thi,par jo karan ne sapne mein kaha woh...
N her gaze falls on vermilion n she fills her hairline with it n covers her forehead and partly hide the vermilion of Karan's name but she was still lost in that dream n his husky voice plays in her ears main aapne pyaar se tumhare rooh aur jism donno par aapne nishaan lagaunga,l will mark you as mine
N she feels so shy by thinking this n her phone rings
N she comes out from her thoughts n picks the phone in her hand n finds karan's number n she answers the call
Deba-hello
N she gets greeted by his husky voice hello debattama mom ko holy cross family hospital jo hai na bandra mein wahan le jaane kuch check up unka will you do that
Deba-ji main le jaogi aap mujhe details bhej dijiye
Karan-haan l will send you that
N he cuts the call
Deba-mumma ke test,mujhe mumma ko lekar nikalne chahiye hospital ke liye
N she walks out

Scene 2
Drawing Room

Roopa was doing the aarti of God n deba who was looking for her sees this n she joints her hands n stands beside her
Roopa completes the aarti n sprinkles water around the mandir n as she lifts her gaze she finds deba who was standing beside n was smiling at her with grace
Roopa looks at her from head to toe n holds her by chin n says deba kitna pyaari lage rahi ho tum day by day glow karte jaa rahe ho kya baat hai beta
Deba hears this n reculatly says mumma woh humein aaj doctor ke pass jaane hai
Roopa-kyun beta
Deba-woh aapka check up karena hai aaj kal aapki tabiyat thik nahi rehti na issliye chaliye na
N roopa without reacting to her places her hands near the holy diya that was lit in front of God. With a tender, motherly gesture, she then gently touches Deba's head and face with the same hand n bestow God's blessings upon her daughter.
Deba was feeling so nice with her this gesture she was feeling like some hope has been induced in her by divine power
Roopa-meri beti ko bohat pyaar karena wale ladka mile jiska saath meri bacchi hamesh khush rahe ab yeh hi dua hai meri
N she kisses her forehead n her eyes gets moist n pulls deba into a hug
Deba hugs her back n says in heart mujhe ek hope kyun mile gayi mumma ke iss gesture se aur mumma ka ashirwada aur woh dream jahan karan ne asie kaha kahi hum donno ph...par yeh kaise hosakte hai main kyun ummed mein jiya rahi hoon
N roopa comes out from hug n deba wipes her tears n says aap kyun roya rahi ho,aap ho na mera saath hamesh
Roopa holds her tears and says par ek din tu toh mujhe chod kare chali jaiyegi na aapne pati ke ghar
Deba looks at her with sadness n says in heart main kahi nahi jaogi ab,jaiyenge toh aap mumma aapka beta ke saath par aapka beta hi mera pati hai aur mera pyaar hai par woh mujhe kabhi aapne saath nahi rakhange
N her eyes gets red and roopa cups her face n says beta tu kyun roya rahi hai
Deba nods her head in no and says nahi mumma main thik hoon accha chaliye hum chalte hai
And they both leaves for hospital

Devir FF-Saanson Ko Where stories live. Discover now