chapter 6- Veer got contract

494 27 15
                                        

In veer house

Veer enter in house and saw mikky and Kabir was sitting on cauch waiting for him... They saw him and stand from Cauch

Mikky:agaya veer tu, sab theak tha na?

Veer sigh and sit on cauch... Mikky give him water he take it

Veer:thank you di... He said and drink water...

Kabir:bata beta

Veer:pata nahi kaha se waha par police agayi daddy

Kabir:what? Tu theak hai na beta?

Veer:ha daddy mai theak hu ... You know villain ko pakadna muskil hi nahi na mumkin hai

Mikky and Kabir smile... Kabir crassed his hair

Kabir:I am proud of you bacha

Veer smile back

Mikky:acha suno... Veer tere liye ek kaam hai

Veer:kiya kaam hai di??

Mikky:ek contract mila hai... Shivaay singh oberoi ko marne ka contract...pure 50 laakh milege

Kabir become shocked

Veer:ohh kisne diya hai ye contract

Mikky:ussi ke bhai ne satya ne

Kabir:nahi veer Tu ye kam nahi karega... Dekh drug dealing tak theak tha... Ye killing nahi karna hai... Our shivaay singh oberoi ko to bilkul nahi

Veer:but daddy isme burai hi kiya hai...itne paise mil rahe hai... Aur ye kam ki bhi suruaat kar hi dete hai...our mera pahla nisana hoga shivaay singh oberoi

Veer ans mikky hie fied with each other

Kabir:nahi veer mai mana kar raha hu na tu ye kam nahi karega

Veer:but daddy kiyu... Aur shivaay singh oberoi ke bhai ne ye contract diya hai... To ham kiyu na kare itne paise mil Rahe hai

Kabir in mind:"nahi nahi mai ye anarth nahi hone de sakta.. Ek bete ke hatho uske hi baap ki jaan nahi ja sakti...veer shivaay ko nahi maar sakta"

Veer shook him:"kaha khoye hue ho aap daddy"

Kabir:kahi nahi but ye baat tu apne maan main fit kar le ki tu shivaay ko kuch nahi karega bas

Veer:acha theak hai... But uske ghar ja kar dekhne to do kiya mahol hai uske hisaab se dekh lenge

Kabir:theak hai but tujhe meri kasam hai jab tak mai na kahu tu shivaay ko kuch nahi karega

Veer:okay promise

Mikky:but tu unke ghar gusega kaise?

Veer:shivaay mujhe khud apne ghar le kar jayega... Wo bhi prem se

Kabir:what kiya chal raha hai tere maan main?

Veer:pata chal jayega

Mikky and Kabir looked at him with confused face veer smirk and left from there

Kabir:karne kiya wala hai ye ladka?..pata nahi kaha kaha dimag chalta hai iska?

Mikky:ye bhagwaan hi jane uncle

They both sigh and looked at veer derection

In oberoi mansion

Anika and ragini was sitting on cauch sadly .. Just then shivaay enter he looked at them and went to them

Shivaay:anika ragini kiya hua

Anika:kuch nahi shivaay

Shivaay sigh and sit in middle of them

Shivaay:Anika tum apne pati... Our ragini tum apne bade bhai se jhut bologi?

Ragini:bacho ki yaad arahi thi shivaay bhaiya... Kaha hoge hamare bache..

Shivaay:jaha bhi honge theak hoge ragini... Our dekhna bhagwaan ek din tum dono ki prathna jarur sunege...hame hamare bache jarur milege... Hmm.. Chalo apne asu pocho Sid ane hi wala hai

Anika:kaisi kismat hai shivaay... Ashu se uske hi bade bhaiyo ke bare main chupana pad raha hai.. Shivaay kiyuna ham usse bata de

Just then satya come:"nahi nahi ye baat agar Sid ko pata chali to wo jamin asman ek kar ke bhi abhishek ko dund lega... Ha mujhe apna beta bhi mil jayega par agar shivaay ka beta mila to bakheda khada ho jayega...kuch bhi kar ke Sid ko ye pata nahi chalna chahiye... Mai yaha shivaay ko marwana chah raha hu our ye log chote shivaay ko dundne ka bol rahe hai... Ek kaam hai kiya jo dusra bhi chahiye hmm"

He went to them:"bhabhi kaisi baate kar rahe ho aap... Agar Sid ko pata chala to uska dil tut jayega...usse bhi wahi dard bardaasht karna padega jo dard ham bardaasht kar raha hai"

Shivaay:ha Anika satya sahi bol raha hai... Dekho hamne hamare do bete pahle hi kho diye hai... Abh ashu ko dard nahi de sakte please

Anika nodded with heavy heart

Just then Sid enter in mansion they looked at him and wipe there tears Sid come to them

Sid:maa chachi kiya aap dono ki ankho main asu?

Anika:kaha beta kuch bhi bol raha hai

Sid:ary maine dekha aap dono ko....

Shivaay:ashu wo sab chod na beta...our bata kaisa tha tera din..our tera mission kaisa tha...villain pakda gaya.

Sid:kaha papa... Wo bohot satir hai...hamne almost pakad hi liya tha usse par bhag gaya wo... But dekhna wo mere hatho se bachega nahi

Satya:ha maine bhi bohot naam suna hai iska... Nahi kisi ne iska chehra dekha hai our nahi kisi ko iska naam pata hai...hawa ki tarah ata hai our apna kaam khatam kar ke hawa ki tarah gayab ho jata hai...aaj tak koi isse nahi pakad paya

Sid:ha chachu... Hawa ka jhoka hai wo... But ek chiz notice ki... Uski ankhe... Uski ankhe na bohot alag hai... Even baat karne ka tarika bhi bohot alag hai... Wo ankhe na same papa ke jaisi hai... Jaise papa ke ankho ki photo copy ho

Anika looked at him

Anika in mind:"shivaay ke jaisi same ankhe to mere abhi ki bhi hai..."

Shivaay:mere jaisi

Sid:ha papa... Ek pal ke liye to laga ki wo aap hi ho...wo na aapki photo copy hai... Aisa laga jaisa koi rista hai uss se aap ka

They all looked at him

Sid :acha ye chodo... Aapko pata hai Acp na bohot ache hai... Wo na bohot caring sweet hai jaise jaise BADE BHAI ki tarah... Hame mile ko just ek din hua hai but aisa lagta hai jaise koi purana rista hai hamara...

Shivaay:ashu ye kiya baat kar raha hai... Kisi ko bhi apna bada bhai bol raha hai dimag to theak hai na tera? Tujhe kitni baar bola hai kisi ko bhi apna bada bhai nahi bola kar samajh nahi ata hai kiya tujhe ek baar main

Just then dadi also come:"kiya hua hai shivaay kiyu daat raha hai bache ko... Wo thak kar aya hai ne usse hi daat raha hai"

Shivaay:maa mai daatna nahi chahta hu... Par ye ladka harkate hi aisi karta hai...

Sid:aisa kiya bol diya papa... Wo hai mere bade bhai jaise iss liye bol diya maine... Our waise bhi mera khud ka to koi bhai hai hi nahi isliye abh jo mujhe bhai jaise treat karege unhe to kahuga na bhai

Shivaay:ashu beta...

Dadi:shivaay chodo baat ko.. Our kal ham log hanumanji ke mandir ja rahe hai.. Darshan ke liye..

Sid:dadi mai nahi araha

Dadi:beta please... Tujhe pata hai na ham mandir saal. Main ek baar hi jate hai

Sid sigh and nodded yes...

VOMMENT

Please do more inline comment please

ONE DAY:We Will Be Together Again(complete) Where stories live. Discover now