Pyaar ki saltanat mein, Sab usool mit jate hain,
Dil ke andar ek aag jalti hai, Jo haqeeqat hai be-naam.Dil ek mandir hai, Jahan elahi raaz chupe hain,
Har dharkan ek sargoshi hai, Jo azali ki aah hai.Jazbe ke raqs mein, rooh Apne jalal ko paati hai,
Ishq Apne ash'ar ko mehboob ki surat mein likhti hai.Dunyavi rishta Apne is maqsad shou'ule ka andaza nahi Laga sakta,
Dil ke baagh mein Sirf ek Naam chamakta hai.Mehboob ke labon se asmanon ki goud tak,
Ishq waqt se bahir, maqam se bahir hai.Raat ki khamoshi mein, Jahan taare madh'am Roshni karte hain,
Ishq khuwab bhi hai, khuwab dekhne wala bhi.Ek nayab mohabbat ki khubsurati se dhake,
Ishq ki Roshni mein, koi bhi muwazna nahi.
YOU ARE READING
Chalay Thay Saath
AdventureZohra and Subhan, once childhood frenemies and cousins, have been separated by continents and years. Zohra, a spirited Desi girl from Pakistan, and Subhan, a British Pakistani with a mischievous streak, used to delight in tormenting each other whene...