kisi ki yaado me...

2 1 0
                                    

"Arz Kya Hai"........
Chand Par Kali Ghata Chati
Toh Hogi.........

Sitaro Ko Muskurahat Aati
Toh Hogi.....

Tum Lakh Chupao Duniya
Se Magar.....

Akele Mein Tumhe Meri Yadd
Toh Aati Hogi.....

........

Ek insaan ka  jo khayal hai na Aaj bhi zoya mind me ghumta  rahta hai... Ki meine sahi kiya tha ya galat kya mujhe apni khushi ke baare me sochna chahiye tha ya jo faisla liya tha sahi tha

Andhre ke aagosh me apne room me jab  Zoya ko nind nahi aayi toh wo phir se usi sakhs ke baare me sochne lagi jis se uski aaj tak thik se baat nahi Hui

Ya ye kah sakte hai ki Zoya nahi karti thi

Wo ek lauta insaan jo iske upar Jaan warta tha ya warta h.. nahi maloom kiyu ye toh use block kar ke rakhi taaki use feelings na aaye uske liye

Par kya aise raat ko uske baare me sochna .... muhabbat ko sabit karne ke liye kafi nahi hai...

Asad
Yahin h wo naam jo humesha toh nahi par kabhi kabhi  Zoya ke khayalo me aaya karta hai

Ye wo insaan hai jo dawa karta hai ki wo Zoya ko bachpan se muhabbat karta hai aur pta kitni baar use purpose kiya hai

1- 9th me

Jab Zoya ne bahot politely reject kiya uske purpose ko
Aur Asad ne school change kar liya uske mother na mana kiya kiyu ki wo wahan ki teacher thi isliye wahin rahne ke liye boli aur Zoya ko bhi boli use samjhao par kaise samjhaye kiyu ki wo khud ke liye nahi Zoya ke liye taki use guilt feel na ho kiyu wo dono  toh childhood friends thy achhe Wale baate karne wale nahi khamosh rahne wale

Phir bhi Zoya ne msg me mana kiya aur Asad ne kaha tumhe Roz dekhunga toh mujhe takleef hogi aur iska jawab Zoya ke paas na tha ...

2-  11th standard me

.....

See in  the next chapter

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

See in  the next chapter

We BOTH in Parallel Lines Where stories live. Discover now