Chapterr 18

33 3 0
                                    


Continuation of the previous episodes

Keertan: ap dur hi rahe bhaiya Shakti se m dekh lunga bhabhi ko he lift Shakti in his arms

Rimjhim: shiv apne ye bilkul sahi nhi kiya meri bhen ke sath

Mandira slapped shiv ye kya kiya shiv dekho Shakti ki halat ro ro bura haal ho gya uska or tumne uska point of view jaane ki koshish nhi kari

Raghunath: mandira baaki chalo yaha se Shakti ko hamari jarurat h or ja  ise shakti ki value pta chalegi to apne app jayega

Shiv: kya hogya shiv tujhe aj teri vajah se shakti condition aisi h m bahut bura husband hun

Keertan: dad ap sab abhu bahar rahiye mujhe shakti ko check karna h

After few time
Mandira: beta shakti kaisi h

Keertan: mom shakti has high fever I need to treat her

Kamalnath: bus hamri baachi hosh me ajye

Mandira: beta jo karna h karo shakti ko hosh me lao

On other side
Shiv: keertan kya hua shakti ko tumhe pta h na mujhe Shakti ki ye halat nhi dekhi jaati

Keertan: apko kya h itni fikar kyu kar rahe ho bhabhi ki jab apne us janvi ki hi side leni h

Shiv: what the hell dammit she is my wife

Keertan: agar wife hoti n to ap bhabhi ka mehant kisi or   dene ko nhi kehte Or apne jab us janvi ki side li hogi bhabhi ye sab sochke kitna hurt hogi

Shiv: I am sorry n or mujhe dekhne do Shakti ko

Keertan:  ap mujhse bade h m apki respect karta hun bhaiya bhabhi ke sath aage se aisa behave mat karna ap dono mere liye ek idol couple h or apko pta h n bhabhi thodi sensitive h apko lekar aj mujhe bhabhi ki insecurity jealous feel ayi h jaise mujhe hui thi kuch din pehle anyway bhai bhabhi ka fever utar nhi raha mene kam se kaam 2 ghante  unka fever check kiya h

Shiv: whatt kyu m dekhta hun or vaise kabhi kabhi Shakti ko medicine bhi suit nhi karti koi allergy vagarh show ki

Keertan: nhi bhaiya Shakti ko koi allergy nhi h mene dekh liya h acche se

After shiv inject Shakti so that fever may came down

Rimjhim: shiv bhaiya Shakti thik ho jayegi n

Rimjhim: shiv bhaiya Shakti thik ho jayegi n

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Shiv:hmm

Rimjhim: ap mere sath aaye mujhe apse important baat karni h Shakti to lekar

Shiv: bolo rimjhim kya kehna chahti ho

Rimjhim: vaise ap sab logo ko lagta h shakti bahut strong but mene bachpan se use dekha h jab badi mom or dad ki death hui h n shakti bilkul gumsum ho gyi thi kisi se baat nhi karti tbi or use sabse jyaada dar tsunami se lagta h use apno ko khone se dar lagta h or janvi ka case bhi aisa h vo ladki bilkul obsessed ho chuki h apse or shakti ko dar h ki ap usse dur n jaye ye baat normal har ladki ya ladka ke liye ki uska partner bus usi ke pass rahe or app ye presentation shakti ko hi karne dena kyunki usw panic attack aate h mujhe ek baar laga shakti ko kahi phir aj panic attack n ajye 😭😭

Shiv: nhi aisa nhi ho sakta use panic attack aate h usne kabhi btaya nhi

Rimjhim: vo apko ue bta ke pareshan karna nhi chahti thi but ab koi ghabrane ki koi baat nhi h she is fine

Shiv hugged rimjhim and started crying kitna bura pati hu m rim mujhe khone ka dar Shakti ki aankho me dikhyi nhi diya or m sirf Shakti ka hun or m bhi kitna pagal hu m janvi ke baato me aagya or ye presentation sirf Shakti hi degi

Padma: bhabhi shiv ko aisa tutkar mujhe dar lag raha h

Mandira: nhi Padma didi shiv or Shakti ka pyaar itna naazuk nhi h ki koi bhi unke bich me aa sake or rimjhim ne bahut acha kiya shiv se baat karke ab bus Shakti se baat karni h

Keertan: mom mujhe bhaiya or  bhabhi ki halat nhi dekhi ja rahi

(Thodi der baad they checked Shakti but there is no improve ment in her health)
Padma: beta Shakti kaisi h
Keertan: bua abhi to fever high h Shakti ka

Mandira: shiv tumne injection laga diya shakti ko

Shiv: hmm mom

Keertan: bhaiya ap do min idhar aana kuch personal h there is only one option that can down bhabhi fever

Shiv: kaisa option

Keertan: or vo kaam ap hi kar sakte h she need your warmth

Shiv: oh shit mere dimag me phele kyu nhi aya

Keertan: then go bhaiya




Guys plz do comment and vote the story

Pyaar Ka Phela Adhyaya: SHIV SHAKTIWhere stories live. Discover now