part 2

1.2K 114 11
                                    

Abhira goes to charu and hugged her tightly.
Abhira : I am proud of you charu. Tumne neeraj ko thappad mara aage bhi aise hi himmat dikhana hai.

Charu : bhabi aapke aur bhaiya ki wajah se ye himmat hai.

Abhira : tum dekhna us neeraj ke kiyon ka saja mene use nahi dilaya to mera naam bhi abhira nahi.

Abhira ko chakkar aane lagta hai aur charu use pakad leti hai.
Charu : kya hua Bhabhi aap thik ho na mein armaan bhai ko bulati hun.

Abhira : mein thik hoon charu mujhe kuch nahi hua hai aur itni choti si baat ke liye armaan ko pareshan mat karo.

Charu : pakka aap thik ho na.
Abhira : hn charu tum tension mat lo mene subha se kuch khaya nahi sayad isliye hua hai aur armaan ko kuch mat batana wo bekaar mein tension lega.

Every one leave to poddar house armaan and abhira goes to out house.
Armaan: abhira tum rest karo aaj bahot kuch ho gaya. Tum betho mein tumhare liye khane ko leke aata hun.
Abhira smiled at his concerns.
Armaan : tum yeh mat samajhna ki mujhe baby ki fikar hai isiliye yeh sab kar raha mein yeh sab isliye kar raha hoon kyu ki mujhe tumhari fikar hai.

Armaan goes to make food.

Abhira : bsp tumhara papa tumse bahat pyar karta hai par ab wo dara hua hai isliye aisa kar raha hai tum naraz mat hona usse.

At poddar house🏠
Everyone was sitting living room and consoling charu.

Dadisa : charu beta aaj tumne himmat dikhai aur apne liye ladhi hume naaz hai tumpe. Tum iss bare me jyada mat socho hum uss neeraj ko tumhare aas pass bhi nahi aane denge. Hum uske khilaaf case file karenge aur use kadi se kadi saja dilayenge.

Sanjay : maasa hume maaf kar dijiye humne aapse badtameezi se baat ki hai.

Dadisa : aap kyu maafi mang rhe hai gusse me jo dil main hota hai wohi zubaan par aata hai. Acha hua aapne bol diya ki aap kya sochte hai hamare bare me warna andar hi andar kha jati hai insaan ko.

Ruhit room
Ru hi was deeply thinking something and rohit came and asked what she is thinking.

Rohit : kya soch rahi ho
Ruhi : yahin ki abhira kuch na kuch to chupa rahi hai. Aaj kal uska bartaav kuch badal gaya hai. Mujhe dar hai ki aage jake wo koi problem na khada kare.

Rohit : ruhi tum kuch jyada hi soch rahi ho. Wo unki life hai wo jo chahe kare hume kya lena dena isse. Tum jyada mat socho tum 💊lo aur rest karo aur sirf humare baby pe concentrate karo.

After some day
Charu is now better and everything is going well but abhimaan ke bich jhagda abhi bhi chal raha hai. Gharwaalon ko bhi nhi pata hain ki abhira is pregnant🤰.

At poddars law firm
Armaan was studying a case file but he is distracted because of abhiras health.
Abhira comes ther to talk to armaan as armaan is still angry with her.
Armaan : tum yahan kya kar rahi ho jao yahan se mujhe tumse koi baat nahi karni.
Abhira cryingly in mind
Maaf kard armaan mujhe par mein is baby ko abort nahi kar sakti mein yeh tumhare liye hi kar rahi hoon i know tumhe baby se kitne pasand hai.
Armaan : kya hua ab muh kyu pher liya.
Abhira : kyun ki main nahi chahti hoon ki yahan koi tamasha ho aur mai last time keh rahi hoon main yeh bacha abort nahi karungi. Aur mujhe yeh bacha abort karne ke liye koi force nhi kar sakta tum bhi nahi.
Armaan : dimag ko thanda karo aur shant hokar socho is bache ki wajah se jaan bhi ja sakti hai tumhari.
Abhira : mar jaungi na main meri jaan hai tumhe kya
Armaan holds her arm tightly angrily said
Armaan : tumhari jaan us din se tumhari nahi hai jabse tum meri hui ho abhira. Itna pyar karta hu tumhe samajh nahi ata kya mehsoos nahi hota hai tumhe agar tumhe kuch ho gaya na to main jeete ji mar jaunga abhira. Kese itna selfish ho sakte ho sirf apne ware me soch rahi hon mere ware me bhi to socho. Jawaab do na mujhe

Abhira started crying listening all this
Abhira : pyar karte ho na tum mujhe bohat pyar to yeh baat to tum samajhte honge na ki pyar mein kabhi koi logic nahi hota hai thik usi tarah bina kisi logic ke mujhe is bache se pyar ho gaya hai. Aur isko main nahi maar paungi. Aur ab mujhe is baare mein koi baat nahi karni.
Armaan : mujhe bhi koi baat nahi karni jao tum jaake apna kaam karo.

Abhira goes to her desk started doing her work but she was hungry so she can't concentrate in her work. Outside of poddar firm chaiwala selling somosa and chai abhira is looking all this from window and wanted to eat that samosa.
Abhira : bsp aapko samosa kha na hai ap thodi der ruk jao mumma yeh file complete karle phir hum jayenge yeh khane ok.
Armaan was seeing all this form window he was worried because thele ka khana is unhealthy. So he order samosa and coffee for all staff from a good restaurant. A peon came and distribute it to all staff and abhira asked who send this
Abhira : yeh kisne bheja hai
Peon : mam armaan sir ne Sare staff ke liye bheja hai.
Armaan came there and said humare poddar firm ke sabse bade case ko humne crack kar liye aur ye possible sirf aap logon ki wajah se hua hai so as token appreciation from my side.

__________________________________

Hope you all will like ❤the story.

Please😫🙏🙏💓 vote and comment💬.

Do you like the part one of this story let me know in the comments💬 section.

Agar kuch changes karne hai to mujhe comment💬 section mein bataiye apka review mere liye bahat matter karta hai.

See you in the next chapter.

abhimaan 💕Where stories live. Discover now