(In an isolated room. HM is sitting in front of Ahaan)
HM: Dekhiye Ahaan, aap Yeh samajhne ki ghalati bilkul bhi mat kijiye jaa ki hamare beech sab kuch thik ho gya hai yaa ho sakta hai... Hum sirf asli mujrim ko sazaa dilwana chaahte hein.
Ahaan: Hum dil se chaahte hein ki tum humein maaf karo... Saalon Pehle hui ghalati ko hum sudhaar toh nhi sakte hein par... Itna zaroor davaa kar skte hein ki Humne khudko badalne ki koshish kari hai...
HM: (interrupting) Aap Phir mudde se bhatak rahe hein Ahaan!
Ahaan: Hume sachmein apne kie par bohut pachhtawa hai Haseena... Hum apko kaise yakeen dilain...
(HM rolling eyes)
(Ahaan holds Haseena's hands)
Kya tum apne Apne Ahaan ko ek aakhri mauka nhi de sakti "Hasi"HM: (Getting fed up, she stood up)
Hum kisiki Hasi Muskan nhi banne aye hein. Aur shayad aap bhul rahe hein ki hum Inspector Haseena Mallik hein... Aur ek on duty police officer ka Waqt zaaya krna bhi offense hai Mr Ahaan QadriAhaan: (Takes a deep breath and Stands up)
HM: Hum Yahaan Sirf Zain tak apko pahunchane ke liye apki madad krne aaye hein Officer... (Ahaan raises his eyebrows)... Aap bhale hi bhul gaye hon... Par Humein achhe se Yaad hai ki Yahaan pr Sirf... Mission "Dark Rose" ke Ek IB agent (Ahaan) aur Ek Police officer aur Vyakya ki chashmatit gavaa(Haseena) ki meeting chal rahi hai... Aur kuch nhi..
Ahaan: Yakeen maniye Miss Mallik ki apki inn baaton se hum inspire zaroor hue hein... And I think it's better to be professional cuz after all, duty comes First!
(HM smiles)
HM: Iss mission Mein hum apna jee Jaan dene ko taiyyar hein Mr Ahaan... Vadaa hai hamara aapse... Zain tak pahunchna hamare liye ek nightmare se kam nhi... Par abb bohot ho gayi chuppi... mujrim tak toh hum pahunch kar hi rahenge... Aur saalon Pehle ke hisaab barabar karenge...Ahaan: Welcome to Mission "Dark Rose" Miss Mallik
HM: (nods)
(They both shake hands)[AT MPT]
AS: aap Humse kuch Chhipa rahi hein Ammi?
Ammi: ji?
AS: Dekhiye maaf kijiyega... Par Kuch toh Baat hai jo apko ander hi ander se khaayi Jaa rahi hai par aap bata nhi paa rahi hein...
[Ammi gets tensed a bit]AS: Haseena ji aur Ahaan ke Saare taar aapas Mein jud nhi rahe hein... Unka koi toh common point hai jo Iss investigate Mein chhut rha hai... Koi toh aisi Baat hai jo aap jante hue bhi hum se chhipa rahi hein...
Kahin Aisa toh nhi..... Ki Haseena aur Ahaan Sirf achhe dost nhi... Balki....Voice : apko uski chinta krne ki koi zaroorat nhi hai!
(It is revealed to be of HM
All turned around to see her standing in her wardi)HM: (coming in front of As)
Aapko hamari chinta krne ki koi zaroorat nhi hai... SIR!
KS, PS, SS, CC: Maddam Sir... Aap!HM: achha laga Humein dekh kar ki Iss matlabi zamane Mein, apne colleague ke liye itni fikr karne ki... Par hamari neeji mamlon par dakhal andazi karne ka apmein se kisiko koi haq nhi hai! (looks sharply to Anubhav)
AS: Dekhiye Haseena ji... Hum bass aap tak pahunchne ke liye.... (interrupted by HM)
HM: Get Back to Work All!
KS: Maddam Sir...!
That's an order Karishma Singh..!
KS: (Dissappointed) Ji maddam sir.[All depart from the scene]
HM: Ammi, aap car mei jaakar baithiye, driver aapko ghar Chhod dega aur... Hamari fikr mat kariyega... Hum thik hein...[Ammi leaves by glancing at As
Now HM makes direct eye contact with AS]AS: Haseena ji...
HM: sach batain toh Lucknow Mein aane ke Baad, hum ne bass aap Mein hi ek dost dekha thaa... Ek saccha dost... Par aapne bhi saabit kar hi dia ki dudh le jale ko chhanch bhi phunk phunk kar peena hi chahiye... Kyunki duniya Mein harr Insaan ka ek dusra chehra hota hi hai... Jaise aapka dikh gaya Humein... Maaf kariye SIR... par ab hum chaukanna rahenge kisise bhi Baat krne ke dauraan... Especially people ki you who just pretend to be empathetic... Aur Yeh Baat naa Humein tabhi realise ho gaya thaa jab aap hamare aur Ahaan ke relation.... (with watery eyes)AS: hamara woh Matlab kabhi bhi nhi thaa Haseena Ji
HM: khair... Der aaye durst aaye... Abb se, hum hamare Professional aur Personal life alag rakhenge... Aur aap... DSP SIR, hamari personal life se durr rahiye... Hum Pehli aur aakhri baar Keh rahe hein... Aur Haan... Abbse, aap Sirf hamare senior hein aur hum Sirf aapke junior... Nothing else!!
AS: (Looks hopelessly... Tries to utter something but..)
HM: I'm sure you might be super busy. It's better not to waste time here... Right? Jai hind sir...
(she departs fiercely)
[AnuSeena emotional bgm][As moves out of MPT in despair. He opens the door of his car and starts driving... And... His sad face slowly lits up and changes into a smirk (Anubhav Singh suspense bgm)
AS: Hume aapse yahi ummeed thi Haseena ji (smirking continues). Iss tashan mein toh aap aur bhi khoobsurat lagti hein... Hayee...
Flashback:-
As: (on phone. Listening carefully and suddenly started smiling) Hume tumse yahi ummed thi shikhar! Abb age jo bhi karna hai... Humare upar Chhod do. Tum bass MISSION ki tayyari karo...! Aur Khaas taur par, uss Ahaan Qadri ko... Koi gadbad nhi honi chahiye... Is that clear!
{end of flashback}AS: (taking a deep breath) Kahaan Humne Shikhar Jairaj ko apne niji Karya hetu Haseena ke baare mein pata lagane ko kaha... Aur Kahaan Haseena hamare Mission ki sabse chief element nikli... Abb ayega asli swad Iss shadyantra kaa... Welcome to MISSION DARK ROSE Haseena Mallik...!
Aapki Neeyat~
Wait for next part 😉

YOU ARE READING
AnuSeena-Tum Meri Zindagi
FanfictionTwo strangers DSP Anubhav Singh and SHO Haseena Malik cross path due to mere destiny... From Strangers to Collegues to Friends to Lovers to Soul Mates, they take every step of their beautiful journey together... But amidst their happiness lies the...