Due to your good wishes, my daughter passed 9th and went to 10th. Her result was in the admission section for the last two days. That's why I didn't get time to write.
Now I am going to the village. I want to freshen my mind a little and I have some work to do in the village. I will start regular updates after I come back from there.
Thank you once again. Lots of love 💕
---------------------
12 th ke result aa chuke the aur shenaaz ko 50% mile . Ghar me sab khush the sirf sid miya chodkar
Sidnaaz bedroom
Sid - ye tere % hai shenaaz 50 bas. Aage kya karegi bata
Sana - 10th me sirf mujhe 43% the ise acche to abhi mile hai. Aur karana kuch nahi hai mujhe. Pahle hi bol deti hu. Ye aur wo course ke baare me bolna hi mat.
Sid - tu karegi matlab course karegi.
Sana - koi jabardasti hai
Sid - ha hai, mujhe lagata hai har ladki ko independent hona jaruri hai. Komal bhi jweller designer ka course kar rahi hai. Tu bhi kar
Sana - usko intrest hai issliye kar rahi hai. Abhi uska last year hai usko shop pe job karana hai mujhe nahi karana
Sid - me kal sab course dekhunga aur jo choose karunga wo tujhe karana hi hoga
Sana - mujhe karana nahi hai
Sid - me tujhe puch nahi Raha hu bata raha hu.
-----------------------------
One day at dinner time
There was complete silence at the dinner table.
Sana in mind - itna sanata kyu hai aaj yaha. Kahne ki itni acchi khusboo aarhi hai. Ye aise baithe kyu hai chup chap.
Suddenly
Gopal - Geeta ye na teri galti hai
Geeta - nahi mile prawns to me kya karu? Ek ke pass the magar chote chote. Aap ki ladli wo khati bhi nahi hai.
Komal - baba janbujh ke nahi layi. Baaki to leke aayi apne beto ke liye kyu ki wo log ye fish kahte hai.
Geeta - aisa kuch nahi hai.
Shyaam - to kaisa hai? waha nahi mile to kahi dusri jagha jane ka. Shyamal tujhe pata hai pari wahi prawns khati hai to wahi lane ka.
Shyaml - pomfret to leke aayi hai na.
Komal - to sukha chawal aur fry fish khau me?
Ashok - thoda chicken leke aate mere pari ke liye.
Radha - parso khaya issliye nahi laya.
Komal - mujhe khana khana hi nahi hai.
Gopal - aise nahi karte baccha me khilata hu tujhe
Shyam - aise bukha nahi rahte
Ashok - mera accha wala baccha
Sana in mind - ye komal ka alag hi masala hai. Bhala khane ke liye koi itna bawal karta hai
Komal - nahi khana matlab nahi khan
Shyam - pari khayegi nahi phir bhi aise ye teeno aurate kyu karte hai pata nahi. Aagar aage se prawns leke nahi aaye na to koi bhi fish ghar pe nahi aayegi bol deta hu
Geeta - galati ho gayi maaf karo. Baccha kha na. Dekh badi Aai ne fish churry banai hai
Komal - mujhe nahi kahna

YOU ARE READING
I want you
RomanceMeet back Siddharth Raje and Shenaaz Gill. A different sidharth and a different shenaaz