Teri-meri, meri-teri prem kahani hai mushqil
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik ladka or ik ladki ki yeh kahani hai nayi
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paayeTeri-meri, meri-teri prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paayeAaa...
Tumse dil jo lagaya
Toh jahaan maine paaya
Kabhi socha na tha yun
Meelon door hoga saaya
Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dikhaya
Jab haqiqat mein usey todna tha...
Aa....Ik dooje se huye judaa, jab ik dooje ke liye bane
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paayeTeri meri baaton ka har lamha sab se anjaana
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai
Har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paayeAaa...
Sara din bit jaaye
Saari raat jagaye
Bas khayal tumhara
Lamha lamha tadpaye
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle
Yeh tere mere darmayaan jo hain saareIk dooje se huey juda jab ik dooje ke liye bane
Teri meri baaton ka har lamha sab se anjaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Har ehsaas mein tu hai har ik yaad mein tera afsaana
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paayeTeri meri, meri teri prem kahani hai mushqil
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye
Eveeeeet 2. istek şarkımız. Arkadaşlar haftasonu işim olduğu için bölüm ekleyemedim ama istek olan bi şarkıyla devam etmek istedim sizin icin hintce ogreniyorum :)