|| Mein Teri Yàadon Mein ||

721 18 0
                                    

Main teri yaadon mein khoya
Main teri yaadon mein uljha
Main teri yaadon mein khoya
Main teri yaadon mein uljha
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na rahaa
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na rahaaShaam-o-seher kaise
Lagte zehar jaise
Tere bagair aaise ... o o o
Socha nahi kaise
Hoon darbadar jaise
Hogi basar aaise ... o o o
Khamoshiyan hai khata meri
Tanhaiyan hai sazaa meri
Samjha rahi hai yeh dooriyan
Teri meri nazdeekiyanHaan teri yaadon ke gham hai
Hai teri yaadon ki khushiyan
Haan teri yaadon ke gham hai
Hai teri yaadon ki khushiyan
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na rahaSabko khabar hai yeh
Meri seher hai tu
Kya bekhabar hai tu ... o o o
Itni zara si toh
Haan hai tujhe kehni
Kehde nazar se tu ... o o o
Kya itni hai majbooriyan
Kyun itni na manzooriyan
Ik mukhtasar si baat hai
Phir zindagi bhar ka saath haiMain teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha

Sanam Teri KasamWhere stories live. Discover now