..YAAD♥AAYA..

84 8 1
                                    

Jo bhi dukh yad na tha yaad aaya
Aaj na jane kya yaad aaya.

Phir koi hath hai dil pr jaise
Phr tera aahd-e-wafa yaad aaya.

Jis tarah gul me lapete hue phool hain
Ek ek naqsh tera yaad aaya

Aisi majburi ke aalam me koi
Yaad aya bhi to kya yaad aaya.

Yaad aaya tha bichadna tera
Phir nhi yaad ke kya yaad aaya.

Jab koi zakham bhara dagh bangya
Jab koi bhool gaya yaad aagya.

Ye mohbbt bhi hai kiya rog 'ansar'
Jisko bhule wo sada yaad aayaa..

♥---..¤.$.¤..---♥

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: May 08, 2016 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Masoom tamanna mere dill ki(urdu shairy)Where stories live. Discover now