Ek chote se bahane se aasu ko chipaliya...
Ek juthi si hasi se apne dukho ko chipaliya...
Is khushi ke mohale me khud ko gumma diya....
par koi aasa mil na paya jis ne muje pehchanliya......In sari aavanzon me se mene tumhen sahara bana liya.....
Jab koi na mil paya jis pe main bharosa kar payii....
Toh chun liya mene khudko jis ko aakela mene na hone diya.....Har lafz main har aavaz main chipa hai ek darr sa....
Koi na samaj paya is darr ko jise main ne samaj liyaa.....In aankho ki gehrai yon ko samjo na, na ki in ki khubsurti ko...
In lazon ke picha darr ko smajo, na ki bhasha ko.....Jab insan aakela ho jata hai,
Tab chun leta hai in kagaz aur kalam ko.....
Firkre sari chod kar dhire dhire..
bana leta hai in me aap ni ik duniya....In aavaz me khamoshi sa banaliya...
Ek-Ek aasun bun kar khushi ko mene mana liya....
Kehte hai dhuk ke baad shukh aata hai...
Is shukh ki raah ne muje dhukhon k sath jeena shikha diya...
Har kavi ki zindagi hai unki kavita..
Aapni iss kavita ko mene aapna ahesas bana liya...Kabhi chup rehkar sab kuch bol diya...
Toh kabhi bol kar bhi kuch na bol payii....
Kabhi kisi ne dekh kar bhi andekha kar diya......
Toh kabhi samaj kar bhi na samja.......My first attempt to publish my poetry.. plz like and comment 😊😊