Najane kya hogaya is duya ko,
Kise pata tha jo insan sab ko khushi bat ta tha,
Vo sirf aapne bare me hi sochega,Yeh bat toh khud bjagvan bhi nahi janta hoga k
Jis insan ko use ne insaniyat di thi vo sirf nam k liye rehjaye gi,Aab toh bhagvan bhi yahi sochta hoga,
k kash mene insan ko bhi janvar jase soch ne ki shakti na di hoti...He ishwar jab banaya tune iss duniya ko tab kyu tu ne ham insanno ko banaya,
Banaya bhi toh kya swath se banaya tha???Agar nahi toh tere ye banaye huve bacho ko itna swarthi kaise bana diya,
K dusre insan ki khushi me ab ye nahi khush ho parehe h
Nahi inhe aapne swarth k bina kisi ki madad kar na chah te hai..." Me ne toh pehle sirf ek banane ka socha tha,
lakin use akele ko dekh muje yeh ahsas huva k vo meri iss dunya me akela hai,
Issi liye banaya oro ko taki miljul kar rahe or banaye ek chota sa khushi se bhara aachiyana,Aare pagli yeh toh tum insan ho jis ne shuruki bedbhav ki pratha,
Me toh ek hi hu lekin mere rup hai anek..
Par tum insano ne banadiya muje ek se aanek...Mene toh inhe soch ne ki or duso ki madad kar ne ki shakti di thi,
Yeh toh tum insan ho jin-hone swarth ko janam diya...
Yeh toh tum insan ho jin-hone bhed-bhav kr iss pratha ko shuru kiya,
Yeh toh tum insano ne shurshti ko nark or swarg me baldiya..
Yeh toh tum insano ne meri banayi is janat ko jahanum me badal diya,Meri toh sairf itni galti thi k mene ek k liye aanek banaye..
lekin yeh tumhari galti thi k tumne ek k liye ne anek ko thukraya.... "