VaVa Wrong Turn Part-2

206 12 5
                                    

(Vasant Varsha move ahead)
(Suddenly Varsha Hurts Herself)
Vasant: Varsha tum thik ho na
Varsha: Vasant mujhse chala nahi jayga
Vasant: Ohkie mein tumhe aapne haatho pe le leta hu
Varsha: Sure aapko dard nahi ho ga na
Vasant: Nahi
(A hour later)
(Vasant stops and tells Varsha to sit as he was tired but didnt tell Varsha anything about it)
Varsha: Hum kyu ruke hai
Vasant: Raat hone wali hai. Kaane ke liye kuch dekh kar aata hu
Varsha: Ohk but zyada dur mat jaana plz
Vasant: Ohk baba
(While turning Vasant notices that Varsha's leg had turn slightly purple. Vasant get tensed)
Vasant: Varsha tumhara pair dekho
Varsha: Ha voh purple ho gaya hai
Vasant: Dard ho raha hai kya
Varsha: Ha Vasant
(Vasant tries to recall what bhavana aunty once told him while her hurt had turn purple.)
Vasant: Varsha mein abhi aaya
Varsha: Kaha ja rahe ho Vasant Vasant: Neem ke paate dundne ke liye
Varsha: Plz jaldi aana
Vasant: Mein ek neem ka jaarh dekh tha mein le ke aatha hu
(Vasant Returns With Neem Leaves)
Varsha: Vasant aaram se plz
Vasant: Ha ohk
(After a while they again start walking and find house)
(Old man Cuming out of the house)
Vasant: Uncle meri wife ko pair pe choot aayi hai kya hum yaha rahe sakhte hai
Old Man: Ha kyu nahi
(Old man prepares food for them)
Vasant: Uncle aapka naam kya hai
Old Man: Major Vikram Aditya
(Imtroducing Rajendra Gupta as Major Vikram Aditya)

Vasant: Sir kya aap hume yaha se baahar nikalne mein madat kar sakte hai
Major: Ha, lekin aaj bhohut raat ho gayi hai kal mera beta tumhe chor denga.
(Next Morning) 
(Introducing Aamir Dalvi As Major's Rowdy Son Named Karanveer)

Karanveer: Dad mujhe nikal na hai
Major: kaha ja raha hai tu. Actually tujhe doo logo ko chor kar aana hai
Karanveer: Kaha
Major: Mumbai.
Karanveer: Ohk mein bhi Mumbai ja raha hu. Dost ke ghar
Major: Ohk fhir kal mile ge
Vasant: Hi Karanveer
Karanveer: Hi you must be Mr. Vasant
Vasant: Right
(Vasant, Varsha nd Karanveer leave)
(On the way to Mumbai)
Karanveer: Aapko kaha chorna hai Mumbai mein
Vasant: Sunshine Colony Malad
Karanveer: Mein bhi wahi jaa raha hu
Vasant: Tum kis se milne ja rahe ho
Karanveer: Manav
Vasant: Acha acha
Karanveer: Actually mujhe abhi kaam start karna hai kyuki dad ko fhir meri wajah se bhahut problems hote hai
Vasant: Mein abhi toh job kar raha ho but mujhe aapna business start karna hai
Karanveer: Toh hum ek saath kaam shru kar sakte hai na
Vasant: Ha ha kyu nahi
(Ghotala House)
Vasant: Karanveer make urself comfortable. Change karna hai toh karlo
Karanveer: Nahi bhaiya mein thik hu
(Manav enters)
Manav: Karan Mere Yaar
Karanveer: Ha yaar
(They Hug each other and sit aside. Meanwhile Vasant tells Varsha to take rest in her room)
Karanveer: Mein aapna business start karne wala hu. Vasant bhaiya ke saath
(Manav Smiles)
Manav: Happy for u yaar

Screen Froze......
Next update tom

Notice: Karanveer is the part of the story permanently

Thank you...
Hope u all will like this part

VaVa Bdsah Where stories live. Discover now