Part 5

1.4K 81 24
                                    

Delhi,Dixit Mansion, 8pm.

Dev: maa isko kya hua. Aaj bahuth ajeeb sa lag raha he... (looking towards suman).  aaj remote ke liye fight bi nahi ki.. (he teased suman)

Suman: bhaai (she screamed) maa dekhona.. bhai kaise muje ched rahe hai...

Priya: haan kuch ajeeb sa hi lag raha hai.. (laughing) aaj ka dinner bi suman ne hi banaya hai..

Dev: kya.. (he said loudly).

Suman: bhaiii.. (she pouted). Aap jaldi khana khao... maine aapka favourite aalo ka paratha banaya hai... (she said excitedly)

Dev: (touching sumans forehead) aaj achanak kya hua choti?
Teri tabiyath to teek haina. Me kaise khau 10 saal se tune ek coffee tak nehi banaya... tuje meri pet kharab karne ka shapath le li he kya?

Suman: kuch nehi hua he.. aaj me bahuth kush hu isliye... agar aapko nehi khaana to nehi khao.. (she said with anger and sadness)

Dev: aree meri laadli behen naaraz ho gayi... me to mazak kar raha tha.. (he put his hand on sumans shoulder) acchaa muje bahuth bhook lagi he.. chalo khana khaate he..

Priya was smiling while watching this brother sis affection.

Priya: tu papa aur nanu ko khana khane ke liye bulavo..

Suman: ji maa

After some time suman came with her father (aniketh dixit) and nanu to the dining area.

Dev: papa.. naanu  aap dono ko patha he aaj kisne khaana banaya...

Aniketh: nehi (looking confused)

Dev: aaj ka khaana choti ne banaya he

Aniketh: (surprised) suchhh... to me pura ka pura khaugi.

Priya and suman served dinner to three of them. And they to started to eat.

Suman was little worried about food. She was looking everyones face.
Everyone tasted her food

Nanu: meri pothi ne bahuth swadisht khaana banaya he

Aniketh: babuji ne teek kaha... bahuth accha gana banayi he tune beta.

Suman felt relieved

Priya: aakir beti kiski hai... (priya said proudly) muje to tension ho rahi thi agar ye sasural jayegi to iska kya hoga... bhagvaan ka lakh lakh shukar hai ki.... maine isse 10 saal pehle  jo kuch bi  sikha ... vo ab bi meri beti ko yaad he..

Dev: choti khana to tasty he.. lekin tuje achanak ye sab banane ka man kaise aagaya...

Suman: maa ne kaha tha na muje ek din sasural jaane padegi... aur khana banana nehi aathi to nirmala aunty kya soche... (she didnt complete.. she bite her tounge)
(Suman in mind oh god me kya bol rahi thi..)

Priya: kya kaha tune.. iska matlab tuje shravan pasand hai?

Suman lowered her eyes she was blushing...

Everyone eagerly waited for sumans answer

Suman: haan... (she ran to her room)

Dev: aree isse sharmana bi aatha he

Everyone laughed.

Nanu: aniketh tum ramnath ko phone karke ye khush kabri bathao

Aniketh: ji babuji

Suman closed the door of her room. She was blushing hard. She fell on the bed. Took his photo (that her mother gave this evening). Shravan the day i met u for the first time my life has been changed. You make me smile in a special kind of way.... you make me fall deeper in love everyday... l love u shravan...  I love u so much.

Dheere Dheere Se
Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se
Mere Dil Ko Churaana

Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana
Tumse Milkar Tumko Hai Bataana

Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana

Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana
Tumse Milkar Tumko Hai Bataana

Jabse Tujhko Dekha Dil Ko Koi Aaraam Nahin
Mere Hothon Pe Ek Tere Siva Koi Naam Nahin

Apna Bhi Haal Tumhare Jaisa Hai Saajan
Bas Yaad Tujhe Karti Hoon Aur Koi Kaam Nahin
Ban Gaya Hoon Main Tera Deewana

Dheere Dheere Se Dil Ko Churaana
Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana

Tune Bhi Aksar Mujhko Jagaya Raaton Mein
Aur Neend Churayi Meethi Meethi Baaton Mein

Tune Bhi Beshak Mujhe Kitna Tadpaya
Phir Bhi Teri Har Ek Ada Par Pyaar Aaya
Aaja Aaja Ab Kaisa Sharmaana

Dheere Dheere Se Dil Ko ChuraanaDheere
Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana
Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana

Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana
Tumse Milkar Tumko Hai Bataana

Aniketh priya dev and nanu are sitting in the living room. Aniketh calls ramnath.

Aniketh: hello ram..  how r u all?

Ramnath: hello ani... hum sab teek hai.. how r u all..

Aniketh: hum sab teek hai bhai.. tum sab kab aarahi hai..

Ramnath: hum sab kal yaha se nikalegi aur parsau aajayengi...

Aniketh: accha tum kaha he... ek khush khabri hai

Ramnath: me office me hu... khush khabri kya hai

Aniketh: humari tharaf se haan he shaadi ke liye.. suman ko shravan pasand hain

Ramnath: kya... (he screamed with joy)  u made my day ani.. iam so happy... badayi ho...

Aniketh: badayi ho...

Ramnath: accha me ye khush kabri nirmala aur shravan ko bathathi hu... bye..

Aniketh: bye...

London, 2pm

Ramnath and shravan goes to home. After reaching home ramnath tells to nirmala and shravan that he want to say something in a serious tone. Seeing his expression nirmala was worried

Ramnath: aaj aniketh ka phone aaya tha delhi se

Shravan: ye aniketh kaun he papa...

Nirmala: suman ki papa he aniketh

Now shravan was so anxious...

Nirmala: usne kya bathaya

Ramnath: usne kaha ki (still serious)

Shravan was worried...(in mind kahi suman ko kuch hua to nahi.)

Ramnath: arey suman ne shaadi ke liye haan kaha... (he said in joy )

Nirmala: kya kaha aapne... saachhh...

When shravan heard ramnath saying suman agreed for the marriage...

His heart smiled after a long time.

Mohabbatein Where stories live. Discover now