Humdum bin tery kia jeena (Part 2)

1.6K 95 17
                                    

Letter :

Hum jaa rahy hain Omkara ji.. ap ce door .. ap k parivaar ce door hamesha k lye.. Umeed hai ap bohat khush hoon gy..
Aur Bua maa ji k bary mai hum ghalat soch b nai skty.. Ap ny hamari puri bat nai suni.. hum kehna chahty thy Jb computer bua ma ji k pas tha to kya us vkt us mai ap ki file thi ya nai.. shyd is ce humy vkt ka andaza ho jata k us ce phly ya bad kon ap k kmry mai aya.. aur shayd pta krna asan hota..
Khair choriye... Dua krty hain oo insan jaldi pkra jaye..
Ab hum dobara kabi nai millian gy Omkaraji.. humy ap ce kuch b nai chaye.. Kch b nai..!
Hum ap ko is Rishty ce, is Bojh ce azad krty hain.!sath hi apki amanat b lota rae hain... Mangalsutra aur anghothi mez (table) py rakhi hai.! Kisi bht khushnaseeb ki Qismat mai hoge ye! ..Koi achi c lrki dekh k shadi kr lijiye.. ta k vo ap ko sari khushiyan Dy sky..
Ek baat hamesha ce kehna chahty thy pr keh nai paye.. Ap bohat ameer hain Bohaat paisa hai ap k pass... hr ek ko paiso k palry mai mat toliye omkaraji..hr cheez ki keemat ni hoti aur hum Bikaao ni hain.. hum ghareebo ko paiso ki Zaroorat zaroor hoti hai. Pr chahat nai hoti..!
Ap ny aj tk humy Ghalat smjha hai.. ab Bs is asha k sath jaa rae hain k ek din apko hamari sachai pta chal jaye.. tb shayad ap hum ce itni nafrat nai krain gy..
Bhagwan ap ko aur ap k parivaar valon ko saari khushiyaan dy...
Namasty
Gauri Sharma
.
.
Om sat on bed with thud..
"Chali gai vo.. sach mai chali gai..mjy chor kr.. sb puchain gy us k bary mai... kya jawab doon ga..!!
Ary Acha hi hua chali gai.. Mujy bura nai lgna chahiye.."

He read the letter again ..
" sun lyni chahiye thi baat uski.."
" uski Sachahi ?! Kya vo vakia hi majboor thi.. ya paisy k lye... Paisy k lye hi.. pr usny kabi ek rupaya nai manga mj ce "
.
" Investigation krvaon.?! Sb kch clear ho jaye ga.. koi detective hire krna chahiye.."
.
.
He hired a detective who said it will take 2-3 days to make a full report.. He just told jhanvi and Bua maa she went to Bareily ..that Day was Restless. He kept on thinking about her. Which disturbed his concentration while working
.
"Ghair mojoodgi mai b chain ni lyny dyti yae lrki"
'Agr mai sach mai ghalat hua ?!'
.
He was kinda worried for her...

"Itni raat ko nikal gae thi.. akeli.. Sahi salamat pohanch gai ho bs .. Call karoon ?! Nai nai.. Choro.."
.
.
It was night. He was in room... Every thing in room seemed to be so silent.. every thing of her was gone except her 'Pooja ki Thali' which actually belongs to O.M..
.
.
'Kitni Khamoshi hai.. Sakoon.. ab zindagi bhar sakoon ... Vo nai aye gi..Kabi ni..''
.
"Inform to krti pohanchny k bad... Pagal... Richa ko call krta hon..! Han yae thik hai"
He called her
.
Richa : namsty jija ji
Om : namasty richa.. kysi ho ? Anti kysi hain? Tmhary ghar valy ?
Richa : yahan sb thk hain.. Ap k haan ?! Gauri kysi hai Bht dino ce baat ni haue us ce..
(Gauri was not there it means.. then where was she ... he was too worried now )
Om : ahn. Sb sb thk hain..
Richa : gauri ce baat ho skti hai Jija ji ?? Uska phone e ni lg raha aj..
Om : baat.. nai ho skti.. abi yahan room mai ni hai vo.. mai .. mai baad mai baat kra doon ga
Richa : g thk hai..rakhty hn..
Om : hn bye.

"Gae kahan yae lrki...I Hope yae thk ho.. abi tk ni pohanchi"
.
.
2 days later.. it was Noon..
He received email from detective...
It was a report prepared about Gauri and Kaali..
.
after reading..,,
He felt himself the worst person on planet.. every saying, every doing , Every expressions of her was in front of her. He was devastated. He never listened to her... she always tried to say..! She was innocent.. She was not home breaker.. she was a victim.. she was humiliated by KT and he left that innocent soul with that beast..!
He collapsed to floor..

.
"Mai ny.. mai ny kabi bharosa nai kia... Bolny ka Moqa nai dia.."

(Her words were echoing in his mind)
" Kisi ki majboori b to ho skti hai naa.."
"Kisi k bary mai bina jany itni ghatiya rae rakh rae hain Soba dyta hai kaa"
" apko kaa pta vo hamary pichy Q pary thy"
"hamari majboori thi omkara ji.. Humny ap ko Dokha nai dia"
"Omkara singh Oberoi.. apko lgta sb pta e apko.. mgr kuch ni janty ap.."
.
'Vo to is Shadi ko b manti ai hai.. hr rishta nibhaya hai usny.... Aur mai nay .."

He remembered her words

"Rista nibhany k lye hum akeley hi kafi hain"
" hamry pati jameen py soen aur hum bed py , itny b beSaram nai hain hum "
He remembered how he said his name at once without hesitating when Mehandi girl asked her husband's name..

"Vo to shayd mjce.. Payar.. she loves me.. She.  She loves me unconditionally. Aur mai ny usy paisy ly kr mjy chorny ko keh dia..¡ itna Gir gya mai.."
He remembered chulbul's words
"Payar to bas dia jata hai... Badly mai manga ni jata.."
"Hamary lye to ap Bhagwan hi hain"
.
"Sb k samny khush Rehny ka drama krti rahi.. uski to khushi hi cheen li thi mai ny .. "

"Saadi ki apny.. phere liye apny.. Kaali ce dusmani mol li apny.. Phr b hum hi bury hain?! Hum to chup kr k sb bardast kr rae hain.."

Damn .he never noticed that innocence in her eyes.. or he never wanted to see that..
.
"Khushiyan cheen lin uski mai ny... Zindagi kharab kr di uski.."
He tried to remember when he saw her last time happy , really happy..
It was when he saw her in Bareily eating "Gol Gappy" with her mother...
& When he said She was his Best Buddy .. that happiness in her eyes was perhaps last time when she was really happy..
She always managed to smile in front of everyone.. as if she had not any kind of worries or grief... he said her a good actor.. YES. she was.. she was always acting of being happy. !
.
And then Phone Rang..
He picked that
Om : hello ?
Caller (lady) : Sir is this Mr.Omkara's Number ?
Om : yes i am..,
Caller : i am speaking from city hospital Bangla..
Do you know Gauri Sharma .. ?
Om : yes.. m..my wife.. she is.. my wife
Caller : sorry to tell you sir But the bus in which she was travelling has met an Accident.. try to reach here Soon..
.
.
Phone dropped.. Om had enough of shocks one after the other.. he gathered Courage . Took Car keys and Moved..
.
.
Zada emotional ho gaya :'(
Hope you Liked it ♡




Gaurika ki Duniya_ Dil bole Oberoiजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें