Manish: Chalo Kartik ab Laksh aur Kaira Ko lekar ghar chalo
Kartik and Naira are startled.
Kartik: Lekin Kyun papa abhi ye dono bahot chote hain,they need to stay with Naira
Manish: Jaisa Maine kaha waise karo....Agar responsibility handle nahi kar pate toh bacche paida karte Kyun ho
Kartik: What is the talk of responsibility in it.... Kaira and Laksh are only born now....Unhe apni Mumma ke paas Rehna chahiye
Manish: Kartik you are their father....You have more rights on them than Naira
Kartik: Matlab aap in dono Ko apni maa se door karna chahte ho
Manish: Kartik u and Naira are not married....And being a Father u have more rights on them so they will stay with you...Aur jab unhe Naira ki zaroorat hogi ,woh humare ghar AA sakti hai
Naitik: Nahi bacche Naira ke saath rahege, Kartik ke saath nahi
They start arguing
Kartik(sternly; loudly): Mujhe Laga ki agar bacche ho jayege toh Kam se Kam bacchon ke liye aap humari Shaadi karadoge lekin
Manish: Kartik Naira humari ghar ki bahu nahi ban sakti
Naitik: Kartik bhi humare ghar ka damaad nahi ban sakta