anika:shivaay ! aap apne ganje ankoon se kya ghoor rahein hein
shivaay:kuch nehin anika
i want just thinking about gauri
anika:gauri ko kya huwa
kal kitni kush thi wo
ek din mein kya huwa shivaay
please tell me kya huwa hein gauri ko
shivaay:sab kuch bikar gaya anika
**************************************************************************
anika:ye sab kuch apka karnama hein na
pinky:kounsi karnama kya keh rahein ho tum?
anika:jhoot mat boliye
ye paper pe om aur ridhima ka tasveer
aap ne hi kiya thana ye kaam
pinky:Oh my matha anika
tu ye kya keh rahein hein
dekho iss photo ko omkara aur ridhima kitne kush hein
mein kyu esi karungi
anika:mein achi tarah se janthi hoon ki aap kya kar saktein hein
pinky:oh my matha anika
agar itna janthi ho to jao
bachalo apni devrani ki zindagi ko
anika:bachalungi
apni devrani ko
aur apke ye nakli chehra sab ke samne lakar rahungi
******************************************************************
om pov
samaj mein nehi araha
ki hum dono ke beech itni sari dooriyan kaise agaye gauri
kal tak sab teek tha
muje lagne laga tha ki tum dheere dheere muje accept karlogi
lekin ye ek photo se sab kuch katam hogaya
what have I done to you that you cannot trust me gauri?
why?
*************************************************************************
pinky:milgaya na jawab gauri
dekha omkara ka pyaar
gauri:aap please mere kamre se chale jayiye
pinky:oh my matha !
kitni besharam ho tum
abhi bhi isse apna kamra samaj rahein ho
kya haq hein ab tuje iss ghar pe
koi nahi hein tumhara
gauri:humara bade bahiya aur bohjayiye hein humare saath
pinky:kounsi bohjayi?
ab ajaye ki tumhari wo jaitani aur kahegi ki om kitna acha hein
aur phir se tum bewakuf ki tarah phigal jaogi
kabhi bhi dekha hein tum ne anika ko tumhare liye baath karte huwe
nehin na?
gauri:aap ye ka keh rahein hein
bohjayi humari behen jaisi hein
pinky:kounsi behen ? kiski behen
ek baath samaj lo
आप पढ़ रहे हैं
pyaar ya dard ?
FanfictionThis is a story about Gauri and Omkara , where Omkara still hates gauri and is only tolerating her for their new born twins. This story will also contain charecters of shivaay , anika , rudra and bhavya who all strive to clear gauri and o...