Hera's POV
Shadi ko ek hafta bhi nahi hoa Sheheryaar se yeh baat kaisay keron? Samjh nhi araha. Aisa kerti hoon phele Mama se pochleti hoon.
"Assalam O Aliakum mama kaisi hain?"
"Wa Aliakum Assalam! Bilkul theek. Kya hoa Hera pareshaan lag rahi ho?"
"You are seriously the best mother in law. Apko foran pata chal gaya." She smiled and I continued. "Acha woh mama meri ek friend ko Pakistan se yahan ana hai. Tw uska apartment ek week baad mile ga. Tw mein soch rahi thi ke-" I paused.
"Arey koi tention ki bat nhi. She can stay here. Aur ab yeh tumhara bhi tw ghar hai."
I hugged her.
"Acha ab Maha ke saath ja ker guest room saaf kerlo."Komal's POV
Bus ek aur week and then I'll be in States. Oh God! I am so happy.Hussain's POV
"Hellooo Bhabhi!"
"Assalam O ALiakum Sain!" She smiled.
"Oh sorry! Wa Alaikum Assalam!"
"Jee farmaiye?"
"Aap guest room kiske liye saaf ker rahi hain?"
"Meri friend hai Komal. Next week arahi hai US, tw thore din yahan ruke gi."
I smiled.
"Single hai!" She winked at me.
"Bhabhhiiii!! Mujhe abhi shadi wadi mein koi interest nahi. Abhi mujhe apna career banana hai."
"Chalo Best of Luck!"Eisha's POV
"Komal! Tum US ja rahi ho. Aur ruko gi bhi the Great Dhoombros ke ghar. Yaaaarrrr! You are damnn lucky."
"Mujhe tum logon ki tarha koi craze nhi hai dhoombros ka. Acha suno please kisi ko btana nhi. Mainay kisi ko bhi nhi btaya ke apni Hera Sheheryaar Asif ki begum hai."
"Acha baqi sab ko dafa kero. Yeh lo meri taraf se Hussain ko dedena." I handed her a box.
"Isme kya hai?" Komal asked me.
"Jiske liye hai. Woh dekh lega."
"Sudhar jao!" She said."AOA!
Please don't be silent reader!
I want to know abt you guys.
Allah Hafiz.