Part 37

945 66 4
                                    

Abhinav-woh meri beti nahi hai,suna tumne

Thats when someone says

V-apke kehne se kya hota hai

Anju-ankit beta,tu kab aaya

Ankit-tab aaya jab dad meri behen ka sapna todne ki baat kar rahe hai

Abhinav-ladkiyon ka koi sapna nahi hota,unka kaam sirf shaadi karke ghar

me beithna hai

Ankit-app kis zamane mein jee rahe hai dad,aj kal to ladkiyan ladko se bhi

Aage hai

Abhinav-tum chup karo har baat mein apni behen ki rat lagate rehte ho

Ankit-bas dad,app yeh mat boohliye ki chahe app usse apni beti na mano lekin

Mein usse apni behen manta hoon aur uske liye,uski khushi ke liye mein

Kisis se bhi lad sakta hoon,i don't care ki agar mujhe apse ladna pade

Anju-ankit,tum aise kaise...

Ankit[interrupting]-maa meine bohot sun liya,har baar papa akar rukhte hai sanyu ki

Khushiyan cheenne par jabki uski to koi galti bhi nahi hai,usne

Kaha tha app logon se ki usse iss duniyan mein lao,phir uski

Galati kaise ho sakti hai haan,app jo bhi kaho merei liye sanyu ki

Khushiyan hi sabse pehli choice hogi

Saying so he leaves to his room

Abhinav-dekha abb uss ladki ki wajah se mera beta mujhse zuban lada raha hai

Anju[screaming]-woh ladki app ki beti hai,uski behen hai

She also leaves from there to ankit's room and abhinav sits casually on the

Couch as if nothing happened

In ankit's room,he was fuming and was packing his stuff,thats when anju enters

Anju-beta kahi jaa rahe ho

Ankit-maa woh rian ki engagement fix ho gayi hai kangana ke sath

Anju-acchaaa,yeh to badi acchi baat hai,to kab hai engagement

Ankit-next week

Anju-ankit yaha aake betho,mujhe tumse kuch baat karni hai[pointing to sofa]

Ankit goes and sits next to anju

Anju[caressing his hair]-beta tujhe nahi lagta tu bohot akela hai,dekh rian ki bhi

Ho rahi hai,tujhe bhi to shadi...

Ankit-pls maa,abhi nahi

Anju-abhi nahi to phir kab ankit,tu kyu shaadi nahi karna chata

Ankit-app janan chati hai ki main shaadi kyu nahi karna chahta,kyuki jo mere dad

Hai,jinhone apni khud ki beti ko pyaar nahi kiya woh kisi aur ki beti ko

Kya pyaar karenge aur mein ek parayi ladki ko ghar lakar uski bhi zindagi

Kharab nahi kar sakta pls maa,aur agar mein kabhi zindagi mein shaadi

Karoonga to apni sayu ka sapna poora hone ke baad uski life settle hone ke baad

Anju-lekin beta

Ankit-nahi aur kuch nahi,this is my last decision,mein apni sayu ko safe

hands mein dekhna chanta hoon

Koi anjana apna sa (Completed)Where stories live. Discover now