Part 6

715 76 48
                                    

2 Days later :

3:00 am

Om came out of bathroom and saw Gauri awake sitting on bed.

Om: Alarm ki wjah se ankh khul gai?... Sorry.

Gauri: Nhi... Hm ne khud apna alarm rkha tha.

Om: Kyun?

Gauri: Ap ja rhe hain na isliye.

Om felt touched by her gesture.

Om: Thank you.

Gauri smiled at him.

Om: But it's okay tumhe Sona Hai to sojao.

Gauri: Nhi ap chle jayen phir hi soenge.

Om smiled at her and she smiled back and then he started checking his bag assuring that he had packed everything he need.

Gauri: Kuch bhool to nhi gye na ap?

Om: Nhi sb le lia hai.

Gauri: Ek bar phir se dekh lijiye.

Om: Abhi dekha hai Gauri sb pack hai.

Gauri: Pr phir BHi...

Om: Agr kuch nhi hua to wahan se le lunga.

Gauri: Wahan se kahe lenge apko pta hai wahan kitni mehngi cheejen milti hain.

Om: Gauri main pehli bar Mumbai nhi ja rha.

Gauri closed her eyes at her own blunder and Om chuckled.

Om: Ab main niklta hun wrna train nikl jayegi.

Gauri: Ji.

Om then hugged her totally shocking Gauri and she got startled.

Om (In her ear): Apna khyal rkhna.

Gauri smiled and was too shy to hug him back. Om understood that it would be so awkward for her. He was going to break the hug but before he could do that Gauri Hesitatingly put her hands at his back and hugged him back. Om smiled and then broke the hug and went out accompanied by Gauri.
________

After breakfast ,

Gauri and Jhanvi were cleaning the cupboard to make space for Gauri's clothes. Gauri was too curious to know about that picture placed on his side table.

A family picture ... Mother Father and Son..! Father was carrying his almost 5 years old boy..!
But father's face was cropped.,,
Someone had removed the face of that man from the picture.,

but gauri was hesitant to ask...
Finally she gathered courage and went near Jhanvi holding that frame.

Gauri : Aa... aunty ji..!

Jhanvi (turning to her) : aunty Nai beta Maa Bulao.. Jo om bulata hai..

gauri nodded while smiling .

Gauri : au... Maa ji.. E tasweeer !?

Jhanvi (Sadly): Ye?

Gauri did not want to interfere if it was something personal.

Gauri: Agr ap nhi btana chahteen to koi bat nhi.

Jhanvi: Nhi beta esi koi bat nhi hai... Tum ab Om ki zindagi ka Hissa ho or uske bare main sb kuch jan'na tumhara haq hai.

Gauri smiled at her.

(While sitting on bed)  yahan baitho.. Batati hoon!

Gauri sat beside her.

Jhanvi: Yhi jan'na chahti ho na k isme se ye tasweer Kati Hui kyun hai or ye insan kon Hai?

Gauri: Ji.

Jhanvi: Ye Om k papa hain.

Gauri (Shocked): Pr inki tasweer Kati Hui kyun hai?

Jhanvi: Om apne papa se nafrat krta hai...
Un ki vaja ce apni maa ko b kho dia us ny..!

Gauri was shocked as hell.

Gauri: Ap unki asli maa nhi Hain?

Jhanvi (Smiling): Nhi... Pr Om jb se 7 saal ka tha tb se main ne usy pala hai... Meri maa Lai theen usy yhana.. !
Mera beta hai Vo.. Mera Om !

Gauri : bhai ny kabi humy bataya nai tha k oo ap k saggy........!

Pr hua kaa tha?

Jhanvi (Sadly in tears ): Beta Om Sirf 7 saal ka Tha jb uske papa ksi dusri Orat k liye uski maa ko chor KR chle gye...

Gauri looked at her in shock.

Usy ye bat PTA nhi thi.. Vo yeh sb smjhny k lye bohat chota tha..!
usy hmesha yhi btaya gya k wo ksi kam se gye hain or jld hi wapis ajayenge......

Ek din wo khel kr ghr wapis aya to uski maa...
(In tears ) Uski maa khud Khushi kr chuki thi.
Us bachy ny itni c umr mai apni Maa ki lash ko Phankhy ce Latky dekha tha !

Gauri got tears listening it.

Jhanvi : Vo bacha akela tha.. ! Bilkul akela ,,
Meri maa usy ghar ly ayen..,,
Vo sharartain krny Vala, hamesha shor krny vala bacha Chup rehny laga tha..! Sehma sehma rehta tha Vo .. Hr vakt Gum sum... !

Usko btaya gya k uski maa buht dur chli gai hai or kbhi wapis nhi ayegi...! Vo nai roya gauri.. Us ny ek ansu nai Bahaya ,,

A stream of tears was flowing from gauri's eyes listening to her husband's painful childhood.

Wo Roz apny papa k bare main puchta or main usy koi na koi bahana bna kr dilasa
Dyti rahi...
Pr janti ho Gauri us ny kabi koi shikayat nhi ki.

Jhanvi was crying and so as Gauri.

Jhanvi: 3 mahiny ho gye ! Us k baap ki koi khabar Nai thi..

Usy yakeen ho gya k uske papa kbhi wapis nhi ayenge ..

Mai ek din us k kamry mai gai.. Mai ny dekha vo Yeh tasweer pakar k ro rha tha ! mera beta ro rha tha gauri..!! Vo mery yaaa meri maa k samny kabi nai roya tha..! Hum aksar baat krty thy k bachaa kitna bahadur hai..

Gauri vo bahadur tha sach mai bht bahadur tha....
Mjy us din ehsas hua k yeh bacha pichly 3 mahiny ce yakinan yaheen apna Dil halka krta hai... Akely !!

Us ny us din apny baap ko na srf is tasweeer ce blky apni zindgi ce aur apny dil ce b nikal dia..!

Kuch salon bad Meri maa BHi guzar gaeen ....
tb se mere liye Sirf Om hai or uske liye main.

Gauri : Pr kbhi inho ne apny pita k bare main pta krne ki kosis nhi ki ..? Ya un k pita ji in ki koi khabar nai li ?

Jhanvi : Uske papa aksar usy khat likhte Hain... Pr wo gusse main phar k phenk deta hai kbhi prhta nhi.

Gauri : kaaa !? Pr ek baar parh k to dekhain.. Sayad unko apny bety ki jaroorat ho.. Kisi presani mai hoon ya maafi mangna Chahty hon?

Jhanvi : Mai b yehi kehti hoon usy... Aur uska Bs yehi jawab hota hai k ,
' jab mjy unki zaroorat thi tb vo nai thy, ab mjy unki zaroorat nai'

Gauri : Apny bhi kbhi prhne ki kosis nhi ki?

Jhanvi (Smiling) : Tum apne pati ka ghussa to dekh hi chuki ho... Kese seengh nikal leta hai.

Gauri smiled a little.

Jhanvi: Or wese BHi ye uska or uske baap ka mamla hai... Main is bare main kuch nhi krskti... Aur ab to itne sal hogye hain... Ab hmari zindagiyan ESI hi Hain... Ab badl kr Kya faida.

________

Thank You ♥

Tu.. Muhabbat HaiWhere stories live. Discover now