PART-1: HER BREAKDOWN AND HIS PROPOSAL

3.1K 71 2
                                    


Ye story riya ke xora incident ke baad ki hai (but arjun ne sikandar ko maar diya hai aur ab wo thoda shant hai) riya xora case me bach gayi hai wo abhi bhi hospital me hi hai sab uska achese dyan rakh rahe hai aur arjun tho use koi cheez ki kami mehsoos bhi hone nahi deraha roz office hours ke baad sab boys riya se milne aate hai aur arjun tho roz hospital me hi night stay bhi kar raha hai use ye tho pata chal gaya ki ri uski life me bahoth important hai par ye nahi pata chala ke wo hi uski life hai wo is baat ko dijest hi nahi kar paa raha hai ki wo rosh ke alawa bhi kisi aur se pyaar karta hai wo uske door jaane ki sonch bhi apne dimag me aane nahi deraha hai jab riya wo xora ka ball khayi tab to uske pairo tale zamin hi hil gayi thi par bhagwan ki daya se wo ab out of danger hai par us virus ke karan uske backbone par bahoth bura asar hua aur doctors ne kaha ke shayad wo ab apne pairo par kabhi kadhi na hopaye sab is baat se shock hojate hai aur doctor se request karte hai ki koi na koi rasta hoga uske thk hone ka par dr kehte hai ki ab sirf dua hi kaam kar sakthi hai aur riya ko strong rehna hoga warna shayad uski health bahoth bura impact pade aur wo hamesha ke liye handicapped ho jaye isliye sab log yahi koshish me hai ki use ye pata na lage par ek din sab log kisi case se jaate hai aur nurse ko riya ka dhyan rakhne ko kehte hai par

Riya(heart) aaj kitna bore ho raha hai kya karoo kya karoo waise riya tu ne ye notice kiya tere arjun sir teri bahot care le rahe hai

Riya(mind) ha lerahe hai usme kaunsi badi baat hai tum unke liye sirf unki collegue ho aur tum ne desh ko bachane ke liye wo virus khaya shayad isiliye wo itni care le rahe hai sirf wahi kyu rathore sir sree chotu bhi le rahe hai teri care

Riya(heart) ha par jab myne wo virus khaya tha us din jab wo mujhe hospital la rahe the apne bahome myne unki ankho me dard dekha asoon dekhe

Riya(mind) ha tho dard aur asoon baki ke ankhon me bhi the riya tu bhi na sirf imagination me reh rahi tu unse pyaar karti hai aur tujhe unki ankho me bhi wahi pyaar dekhna chahthi hai

Riya(heart) ha pyaar karthi hu my unse par my imagination me nahi hu dekha hai myne unki ankhon me usdin wo dard wo dard sab ke dard se alag tha unka heart bhi zoro se dhadak raha tha jaisa wo mujhse keh raha tha ke mujhe jeena hoga us dadhkan ko dadh kaane ke liye jeena hoga aur unke wo asoon is baat ka sabot hai ke wo mujhse door nahi jaana chahthe the I know ke shayad my kuch zyada hi expect kar rahi hu pa

Riya(mind) par war kuch nahi riya ye sirf tere dil ki imagination hai agar wo tujhse pyaar karte tho kya wo tujhe kabhi batate nahi

Riya(heart) shayad unhine socha hoga mere thk hone ke baad bataye

Riya(mind) aisa kuch nahi hai bas tu apne dil par control rakh warna sab se zyada dard tujhe hi hoga jab ye sapna tootega

Riya(heart) shayad my kuch zyada hi imagine kar rahi mujhe tho pata hai ki my unke liye sahi nahi hu ...nahi ab my aage nahi sochungi arjun sir ke baare me jisse mujhe takleef ho and tears flow from her eyes

Finally in the argument of mind and heart, mind hi jeet jaata hai aur sath hi uska trance nurse ke aane se tootta hai aur wo nurse se pooch thi hai ki

Riya(wipe her tears) : masi sab kaha hai aur ab tak kyu nahi aaye roz tho is waqt tak aajate hai

Nurse: ha beta wo log kuch kaam se gaye hai aur sree ko tho yahi chodne wale the par keh rahe the uska jaana bhi zaroori hai so legaye aur mujhe tumhara dyaan rakhne ko kaha hai( ab itne din se hospital me hai tho naam tho sab ko paata honge hi na aur nurse riya ke mom ke umar ki hai isliye wo unhe masi bulati hai u know our always makes relations)

Riya: acha masi aap ek kaam kijiye na mujhe aapki help chahiye

Nurse: help kis cheez me

ARIYA TS- KAROO SAJDA TERE PYAAR ME....जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें