2:Decision Made

3K 107 4
                                    

They all are shocked to see karan behind the sehra.

Pragya: Karan... tum..

Preeta slaps karan

Preeta: yeh kya kiya tumne karan?!

Rishabh: Karan tumhara dimag to theek hai!! 

Sarla faints

Pragya: Maa..

Karan reaches out to Sarla but Preeta stops him.

Preeta: tum samajhte kya ho apne aapko, tumhe zara sa bhi andaza hai ke tumne kya kiya hai. Tum jaante ho ke hamari shaadi ho chuki hai, tumne iss rishtey ko mazak bana diya hai. Tumne aisa kyun kiya?!

Karan: main nahi chahta tha ke tum uss Prithvi se shadi karo. Maine tumhe samjhane ki koshish ki tha ke woh theeek insan nahi hai lekin tumne to ankhon par pati bandi hui thi is liye maine yeh kadam uthaya.

Pyar... Ek Ehsaas (Kundali Bhagya)✔️Where stories live. Discover now