gauri,shivay: doctor kia hua hai omkaraji ko
doctor: dekhiye ab wo better hain
shivay : par om ko hua kia tha
doctor: drugs lein thein unhoon ne,jo un ka system accept nhi kar paya aur un ki yeh halat ho gyi by the way unhein ye drugs bohat dinoon se di ja rhi hain
gauri: zehr! yeh aap kia keh rhe hain doctor omkara ji hamare samne tou esi koi cheez nhi khate
doctor: tou ho sakta hai ke unhein ye di ja rhi hoon
shivaay: par esa kesa ho sakta hai om ne drugs lena chor dein thi aur hamare ghar mein esa kon kar sakta hai
doctor: par esa ho rha hai mr oberoi khere ab chinta ki baat nhi hai wo theek hain aap mil sakte hain unhein par zada loog nhi
shivaay: gauri jao tum mil aao
gauri: thanku(and she rushes inside)
omkara: tum ro kion rhi ho
gauri: aap ki yeh halat hai aur aap ham se pooch rhe hain ke kion ro rhi ho
hamari jaan nikl gyi thi
omkara: mein theek tumhare samne hoon aur wese bhi jab tak tum mere sath ho mujhe kuch nhi ho sakta(wiping of her tears)
gauri: aap mujh se wada karye ke mujhe kabhi chorh ke nhi jayein ge
omkara: sawal hi peda nhi hota aur tum bhi wada karo ke kabhi chorh ke nhi jao gi
gauri: kabhi nhi
(gauri puts her head on his shoulders and they felt asleep)
YOU ARE READING
Ishqbaazi hai tou aansoon hain!
Short Storyheyy! This is my version of rikara.this story has bit of everything it is a story continuation of the current track of ishqbaaz with bit of changes. This story is about changes and sorrow which knocks at our lovely rikara's life with the returns of...