hartless nandani.

6.2K 395 36
                                    

Cabir _ han maire pass.
Manik _par woh yahan kaise aayi.
Cabir _ it's none of your business woh aa gayi safely ya hum ose lekar aaye woh safely Hamare pass hai yahi bahut hai tune ose marne main koi qasor nahi chhodi thi weld one maire dost kya kaam kiya hai tumne ek pyari si ladki ki life ko he'll bana kar rakh diya ki woh rat ko oth oth kar beth jati hai dar kar ke kahi tum oske pass waps na aajao.
Wah dost kya karnama an jam diya hai tune ki woh masom ladki dosri masom zindagi ko marne chahti hai.
Manik masom zindagi sun kar shoked hota hai aur.
Manik _masom zindagi ko marne chahti hai matlab kya hai iska.
Cabir _ she is pregnant manik.
Manik _ what tu Sach bol raha hai khush hokar chair se khada ho jata hai aur.
Cabir _ han kal hi Dr ne batya jab woh chakkar kha kar gir gayi thi tab Dr ne kaha she is one month pregnant but.
Manik _but kya cabir.
Cabir _ woh iss bachche ko janam nahi dena chahti hai abort kar wane ko zidd kar rahi thi par Dr ne clear mana kar diya hai oske liye oski jaan ko khatra hoga kyunki she is very week.
Manik _ nandani ne kaha woh bachche ko abort karwana chahti hai but way cabir woh bachcha osi ka nahi maira bhi hai woh iska fesla kaise lesakti hai.
Cabir _kyu nahi lesakti manik pati to achha ban nahi saka father kya khak achha banega tu.
Manik _ ye waqt bataye a cabir main nahi . par bachcha abort nahi hoga that's finel maine jo gunha kiya hai oski saza nandani bachche ko nahi de sakti hai no way.
Cabir _ woh tera face nahi dekhna chahti hai manik to bachcha kaha se degi tumhe agar janm bhi diya to main apne official work se six month ya phir one-year ke liye London jaa raha ho aur akele nandani ko waha chhod nahi sakta hon Sunday ko hamari flight hai kal uncel aunty aur dadi ko lekar tum ghar aao shayd woh loutne ko ready ho jaye ghar.
Manik _ woh mugh se koi bhi baat nahi karte hai kaise baat karo.
Cabir _jab dada dadi banne ki khabar sunayi ga tab dekhna kaise dode dode nandani ke pass jayege sara gussa khatam ho jayega onka dekh lena.
Manik _ aisa hoga cabir.
Cabir _ 100 % sour man to kiya tha kabhi tumse kabhi baat nahi karonga par majbori thi issliye aana pada tumhare pass jis din nandani maf kar degi main bhi souch Onga tumhe maf karne ke liye Osse pehle nahi good bay aur waha se chala jata hai aur.
Manik _ my baby is coming oh my God I am so happy today . but nandani ne karta hon  abort kar wane ki zidd ki to kya karonga main.maa papa se baat karta hon ghar jakar ke.
Key lekar ghar ke liye nikal ta hai aur hall main sab bethe hote hai dada dadi nyu Mr malhotra. Manik ko dekh kar koi ose responce nahi deta hai aur manik hurt fill karta hai par chup chap couch par jakar beth jata hai aur.
Manik _ main janta hon maira face bhi aap log dekhna nahi chahte hai aur main respect karta hon aapki issliye aapke samne nahi aata hon main par aaj maira aapke samne aana aur baat karna jarori tha issliye aana pada kyunki baat nandani se jodi hai.
Mr malhotra _nandani se judi hai matlab woh mil gayi kaha hai woh ghar kyu nahi lagaye ose.
Manik _jyada relx papa woh yahin hai issi city main cabir navya ke pass . one month se.
Nyu _ what one month se aur osne batya nahi Hume kyu.
Manik _nandani ne mana kiya tha issliye aur aaj bhi woh nandani ko bataye bina aaya tha maire pass kyunki.
Mr malhotra _ kyunki kya manik is nandani all right.
Manik _ yes but she is pregnant.
Dadi _ kya kaha manik nandani maa banne wali hai are nyu bhgvan ne mairi sun li are manik ke dada Ji aap par dada banne wale hai aur main par dadi raj tu dada banne wala hai aur nyu dadi.
Mr malhotra kuchh react nahi karte hai sunksr bhi.
Nyu _ raj kya hua shoked kyu hogaye aap.
Mr malhotra _nyu main dada banne wala hon main dada kab se iss news ka wait kar aha hon main ki kab mairi goud main maire manik ka beta ya beti khele main horse riding karwao os bachcha ban kar oske sath khelo aaj khabar mili hai to jib har ke khush bhi nahi ho para hon kyunki iss ghar ki zindagi hi ghar main nahi hai itni badi khushi ki khabar Hume koi aur dekar gaya hai jisko aaj Hamare sath hona chahiye tha woh to Hume dekhna bhi nahi chahti hai.
Manik _ aur baby ko abort karwana chahti hai.
Mr malhotra _ what abort karwana chahti hai pagal hui hai kya nandani maire ghar ka chirag hoga woh kaise abort kar wane ki baat kar rahi hai.
Dadi _ hai ye kya bol raha hai manik tu kaise woh ye sab bol sakti hai tere aur oske Bich ki baat hai osme bachche ko abort kaise karwa sakti hai woh nahi raj tu mughe lekar chal oske pass msin baat karongi Osse.

Sweet 16 mairi jaan (Complite)Where stories live. Discover now