PART-10

961 50 2
                                    


riya: hum flight me hai

arjun: isliye tho bol raha hu koi nahi dekhega

riya : shut up arjun tumhe pata hai na kisi ko hamare rishte ke baare me nahi paata chalna hai isiliye tho my bhai se bhi nahi keh sakthi ki my hi unki pricess hu . hamara khoon ka rishta tho nahi kabhi aamna samna nahi hua par wo mere liye kitna kuch kiya agar us din wo mujhe nahi samjhate tho tumheri aur rosh ki shadi ho chuki hoti

arjun: ha usne bahot kiya hai mere liye aur hamare liye bhi

*********************************************************

both drift in to flashback

FLASHBACK:

on wedding day of arni

all the house is fully decorated with flowers but there are only grand parents of rini parents of arjun and sreeand rosh is getting ready in a room she is so happy as her love is going to be hers and riya is making her wear jwellery and says

riya: aaj tum bahot khubsurat lag rahi ho tum jaldi tayyar ho jao my arjun ko dekhker aati hu and

riya go to another room which is arjun's he is sitting on the bed and thinking something his face is looking so dull she enter and says


riya: arjun tum kya kar rahe ho abhi tak ready nahi hue jaldi karo der ho rahi hai

arjun: my bhi wahi keh raha hu der ho jayegi pls riya ek bar aur sonchlo is shadi se nahi my khush rahoonga nahi tum aur nahi cutie( both call rosh cutie)

riya: nahi arjun pls meri baat mano hum teeno ke liye yahi sahi rahega wo tumse pyar karti hai

arjun: nahi wo mujhse pyar nahi karti uska sirf attraction hai aur tum tumhara kya ha tum reh paogi mere bina


riya: ha my nahi reh sakti tumhare bina aur shayad jee bhi nahi paongi par my mera maqsad ke bich kisiko aane nahi de sakti wo log sabse pehle meri kamzori par nazar dalenge aur tum aur cutie meri kamzori ho

arjun: ha janta hu my tumhare maqsad ke bare me par my tumhari takat banna chahta hu kamzori nahi aur cutie mujse pyar nahi karti wo sirf attraction hai jo aaj nahi to kal khatam ho jaayega uske bad kya wo khush reh payegi

riya : my kuch nahi janti arjun mujhe bas itna pata hai ke tum dono ko safe rakh kar hi my ye jung ladoongi

arjun: thk ab my bhi tumhe nahi samjha sakta sam tuhi kuch bol and keep the phone on speaker

(before their convo only he called sam becoz he know that sam is the one who change her decision they never met but they devoloped a strong bond by talking on phone )

riya: tum tab se hamari convo bhai ko suna rahe the par my apna decision change nahi karne vali

sam interupt : princess bhai manti ho na mujhe

riya: par bhai

sam: par war kuch nahi sirf ha ya nahi

riya: ha bhai aapko pata hai ki my ma papa ke bad aapko hi apna bada manti hu

sam: to meri baat tande dimag se suno

riya: thk hai bhai jo kehna hai wo kahiye my sunugi uske bad jo bhi mera faisla hoga usme aap mera saath denge

sam : thk hai aur ab ye batao ki kya tum arjun se pyar karti ho sirf ha ya na me jawab dena koi explanation nahi

ri: ha

ARIYA FF-PYAAR KA DARD...जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें