Continuation from last part
K- naksh if u don't mind may I talk to sanju about all this??
Shayad humein koi hint mil jaye
Kyunki aise kab tak dar kar jeete rahenge aap
Tanya ka kya bharosa woh toh kisi bhi din sab ko woh pics dikha degi gusse meinN- par keerti ji aap kyu apni life risk mein daal rahi h meri wajah se??
Agar tanya ko galti se bhi pta chala ki hum pta lagane ki koshish kar rahe h toh woh pta nahi kya karegi
Isliye keerti main nahi chahta ki aap meri wajah se kisi bhi mushkil mein pade.K- naksh kya aap mujhe apna dost nahi samajhte??
N- aap aisa kyu keh rahi h keerti??
Agar main aapko apna dost naa samajhta toh aapse apni baat kaise share kartaK- toh phir naksh agar aap sanju ke liye itna kuch seh sakte h toh kya main aapki thodi si help bhi nahi kar sakti
Keerti became sad.
Naksh held his ears to say sry.
N-sry keerti
Keerti saw him n thinks ki yeh kitne cute h 😄😄
K- naksh main ek hi shart par aapko maaf karungi
N- kya??
K- ki ab aap yeh sab aur nahi sahenge n mujhe bhi help karne denge
Boliye manzoor h??N- par keerti.....
K- naksh haa ya naa
N- ok keerti
But aap aise gussa mat hua kijiyeK- toh ab sochiye kuch ki humein kya karna chahiye taaki aapko tanya se chutkara mil jaye
N- pehle toh humein yeh pta lagana hoga ki woh ladka kaun tha pics mein
K- n yeh humein kaun bta sakta h
N- sanju ya phir tanya
K- naksh tanya toh btayegi nahi n agar usse puchenge toh use shayad use shak bhi ho jaye isliye agar aapko sahi lage toh main sanju se baat karu
N- haa keerti
Par plz aise baat kijiyega ki usko kuch pta naa chale iss sab ke baare mein
Kyunki use pta chala toh woh toot jayegi n main use waisi halat mein nahi dekh paungaK- ok naksh
Main use bina kuch btaye usse pta karne ki koshish karungi
Par humein yeh bhi toh pta karna padega ki woh photos tanya ko kaha se mili??
N kya woh sirf uske phone mein hi h ya uske paas koi copy bhi h??N- haa keerti Aap sahi keh rahi h
K- toh phir sochiye kuch
N- mera toh dimag band ho jata h tanya ka naam aate hi
But let me thinkK- ya
N- mujhe toh kuch samjh nahi aa raha
K- same here naksh
Naksh phone rings.
It was tanya's call.
Naksh looks here n there thinking ki kahi tanya ne use dekh toh nahi liya keerti ke sath.
Then he picks the call.T- hello darling
N- haa tanya bolo kya kaam h
T- kyu bina kaam ke phone nahi kar sakti kya main
N- tanya tum kyu itna natak karti ho
T- naksh be in ur limits coz the power is in my hand
Maine bs yeh btane ke liye call kiya tha kal mujhe ek friend ki party mein jana h toh hum humari movie date par parso jayenge
Ok??N- main aa jaunga
T-luv u swthrt
Naksh cuts the call.
K- kya hua naksh
N-tanya ka call tha keerti
Woh mujhe parso shaam uske sath movie dekhne jana padegaK-ohk
N-aapko koi idea aaya
K- abhi tak toh nahi
But main raat ko garden mein walk karti karti sochungi toh pakka aa jayegaN- ok toh aap mujhe bta dena
K- par kaise
N- mtlb
Keerti was thinking mana yeh mere aache dost h but main itni jaldi agar samne se number mangugi toh kaisa lagega
K- kuch nahi naksh
N- keerti aap plz apna number dengi mujhe so that main aapka idea sun saku
Keerti smiled.
K-94134*****
N- thanks keerti
Its late now
I think we should go.
K- yaN- may I drop u?
K- nahi naksh mere driver honge clg ke bahar
N-ok keerti
N thank u so much aap jo bhi mere liye kar rahi h us sab ke liyeK- naksh ek baat kahu
N- haa keerti
K- ab hum friends h toh aap baar baar thanks bolna band kardijiye
N- ok keerti 😊😊
YOU ARE READING
Keesh - the eternal love tale
FanfictionStruggle, success n failure is what describes life. A fanfiction on my favourite characters keerti (mohena) and naksh(rishi) from yrkkh this tale will tell u about the essence of their cute lovely naughty n inspiring story