Ibteda

4 0 0
                                    

Aisa tou aap ne suna he hoga ke
ایسی کوئ جوانی نہیں جس کی کوئ کہانی نہیں 
Yaar hum sab zindagi ki dor dhup mayn itna aage nikal chuke hayn ke hum apna present kho rahay hayn. Hum kahan jahan rahay hayn, hum kya seekh rahay hayn,humayn kuch nahi pta.  Din sabun ki trah haath se nikal raha hai.
Allah swt ki aik blessing hai, blessing he kehna chahye.  Yaar mujhe har ghat ka paani peene ka mauqa mila. Iska faida ye huwa,mayn har community ke loug dekhe.  Aur chunke mayn ankhayn rakhta houn isliye mayn chezon ko dekha hai.
Yaar baat suno, mayn aap se humkalaam houn.
Yaar 7 billion loug hayn, hayn na? O bolo tou sahi haan.
Acha, yaar tum un mayn se aik ho.  Allah swt ne tumhayn is dunya par bheja hai, tum unki creation ho.  Aur Allah swt ne tamam chezayn aik wajah aik purpose ke liye banayi hayn.
Matlab TUM AEHM HO.
Kabhi khud ko faltu na samjhna, tumse koi na koi kaam liya jaana hai.
Tum khud ke andar dekho aur rasta talaash karo, seriously aazma ke dekh lo.  Tum kuch kar sakte ho.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Jan 08, 2019 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Sach ka safarWhere stories live. Discover now