part 6

1K 99 47
                                    

He saw her sitting at the shore.
Watching the sunset.

He walked towards her..... folding his jeans and sat beside her....

She saw him and smiled at him...

"Kudrat kitni khubsurat hai na....
Kya Kamal ka artist hai uparwala haina....
Asman ke canvas mein bas ek Suraj ki Kiran see itne sare rang.
Aur phir unka aks samandar mein.
Kya fursat mein baith ke design tayyar Kiya hoga na....
Aur insan ek painting bana ke sochta hai ke Kya teer Mar liya.

She was praising the work of God....
The God who gave her such an unfair life
Is she not angry on him.

He thought
How can she be so positive about life

Lost in her face.....

Naina - Meri na wish hai
Cruise mein Jane ki....
Titanic jaise....
Har jagah Pani Pani.....
AP to Gaye ho ge na?

She asked in excitement....in order to hear stories from him....
He saw her and noded a no

"Nahi
Mom dad aksar jate the ....par main nahi Gaya"

He said...

Naina - Kyun
She asked in deep surprised
As how can he reject such a blessing

Rajveer - kisi ko bataogi to nahi
He asked for confidentiality

Naina noded her head

Rajveer - mujhe samandar see dar lagta hai.....

She narrowed her eyes....

Naina - AP abhi samandar ke samne hi baithe ho
She said

Rajveer - aise nahi....
It's like
I can go in water...
Par ankhon ke samne see agar zameen gayab ho Jaye
To I get really scared

Naina - it's beautiful....
Not scary.

Rajveer - for me it is

Naina - humm....
Mujhe na registan see dar lagta hai...
I don't like deserts.....
No water no hope
Har jagah mayusi pheli Hui....

Pata hai....
Mujhe to nightmares bhi ate Hain
That I am stuck in a desert.

It's like dead end....

He again saw her with deep gaze...
Trying to understand her...

Isn't her life exactly like desert
No hope for happiness
Never reaching anywhere

Just like she said
Dead end.

Rajveer - ek bat puchun

Naina - Kya...

Rajveer - tum Jo ye Kam karti ho
Tumhe achcha lagta hai....

He asked her
Her face expression remains unchanged

Naina - job satisfaction ki luxury nahi milti humein...

Rajveer - to phir tum har waqt itna khush kaise rehti ho.
He asked

Tumhe gussa nahi ata....
He asked

Naina - aur koi option nahi hai mere paas...

Leelakunj....
Meri chawl jaha main rehti Hun
Waha ki supervisor Meri maa hi hai.

She said earning a glare from him.

Rajveer - tumhari maa?
He asked in Surprise

Naina - she is a whore too

Main 10 sal ki thi...
Jab Maine apni ma ko hi ....I saw her doing it...

She said with breaks....

His eyes widened

Naina - Maine pucha unse...
Unhone Kaha ke...
Ye bas kaam hai....
Jaise hum hand pump see peene ke liye Pani bharte Hain....

Jaise hum khana banata hai...
Waise hi ....
Ye bhi bas jism ki ek zarurat hai...

He was unable to believe his ears...

Naina - Maine unse pucha
Ke Kya mujhe bhi ye karna padega

To unhone kaha
Abhi nahi.... Jab tum badi ho jaogi tab.

He was looking at her as if she is talking some foreign language.

Rajveer - Kya tum is sab see Bahar nahi ana chahti?
He asked

She saw him with amused eyes

"Bahar Nikal ke jaungi Kaha
Aur Kya karungi....
Private tuitions milti hai humein...
School nahi gayi Kabhi...

Aur kaun nikalega mujhe Bahar ...
Aap?"
She joked and laughed....

As he felt a jerk....

And her laughter was the sadest laughter for his ears...


ParchedWhere stories live. Discover now