51_ manik change bihavoir

2.2K 148 13
                                    

part 51

"tere bina jiya jaye na "

mukti pov maine kuchh jyada hi rudly bihave kar diya bhai ke sath its ok ho gayi thi galti sab se ho jaati hai new new shadi shuda zindagi main main new  new sex life hoti hai onhe pyar se bhi samgha sakti thi itna gussa karne ki kya jarorat thi mughe bhi ab bhabhi se bhai naraj ho gaye to main kya karongi  pov end

mukti - are rona nahi bhabhi sab thik hai tum thik nahi ho issliye bhai dor dor hai tumse shayd

nan - hum to ab bilkul thik hogaye hai hum onhe ab khud ze dor kyu rakhe di woh hamare pati hai haq  hai onka hum par galti ho gayi onse  to ho gayi mughe bhi thoda shanti se kaam lena chahiye tha rone lagi bachcho ki tarha se sab ke sath hota hoga ye par onke sath aap jaisa koi nahi hota hoga tab hi sab isse itna lately .lete main anpadh ho pata nahi tha insab ke baare main to dar gayi ki pata nahi kya ho gaya maire sath bas aaj main khud onse baat karongi aur aap mughe nahi rokegi bas
aur oth kar apne room main chali jati hai aur manik ka wait karti hai par manik nahi aata hai aur nandani room main oska wait karti hai aur phir manik aata hai aur apne bed par jakar so jata hai nandani ko dekhta bhi nahi hai aur phir

late night manik apne bed par so raha hota hai ya pretent kar raha hota hai tab hi nandani dheere se gate khol. kar manik ke pass aakar beth jaati hai aur dhere se manik ke shoulder par hath rakh deti hai

nandani ke hath rakhte hi manik jaldi se oth kar beth jaata hai .

manik - kya hua kyu aayi ho yahan par jaao apne room main so jao jaakar bahut late ho gayi hai .

nandani - hume to ek  din bhi  nind hi nahi.aayi. kaise so jaaye boliye

manik -to main kya karo iss me nind tumhari hai tum socho

nandani -han nind hamari hai par aati aap ke pass hi aakar hai iska hum kya kare mani ji .pas jakar shoulder par hed down kar leti hai

manik osi waqt khud se dor kar deta hai

manik dor raho mugh se apni di se parmishion le li kya room main aane ki jo.maire pass aa gayi bolo

nandani - aap pati hai hamare aap ke pass aane ke liye hume kisi ki izazat ki jarorat nahi hai samghe aap na di ki na aap ki aur keh te kehte rone lagti hai

nandani - ye hai aap ka pyar das din  se hume najarandaj kar rahe hai aap hum.kitni taklif main the aap ki wajga se aap ne ek din bhi palt kar nahi pochha ki hum.kaise hai dard kam.hua ya nahi hum rote rehte the room main aap ko pata tha chup.karwaya aap ne aakar wese to bahut kehte the itni khubsurat aankhe hai tumhari inme aanso achhe nahi.lagte red hone par achhi nahi.lagti aur khud ne hi itne sare aanso de diye hume aur onhe behne se roka bhi nahi aakar ke kya galti hai hamari boliye aaj hamara sath nahi diya aage kya denge aap sath di hi achhi hai aap se to jo harwaqt hamare shath khadi hoti.hai har pareshani main bas bahut hua ab humse aur timardari nahi hogi aap ki jaa rahe hai apne room main rahe apne bed par akele aur soye ji bhar ke hum bhi so jaayenge par koi mafi nahi manege aap se kyunki hamari koi galti nahi hai .

aur oth kar gate tak jati hai tab hi awaj aati hai

manik - par mairi galti ke liye to mughe maf karogi na jaan ya nahi karogi bolo

nandani palt kar aanson bhari aankho se manik ko dekhti hai aur phir bina ek minute ganwaye bhag kar manik ko tightly hug kar leti hai aur rone lagti hai aur manik bag hug kaRke nandani ki back ko dhere dhere rub karne lagta hai .
m- bas rona nahi .
manik - jaan kaha na ab chup ho jaao kab se ro rahi ho hug brok kare apne samne khada karke aanson saf karta hai bas ab chup ok

nandani - khud hi rolate hai khud hi chup karwate hai ajeeb hai aap sobing karke bolti hai

manik apne sath lagaye bed par beth jaata hai

"tere bina jiya jaye na" (COMPLITE )Where stories live. Discover now